Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.60 - 10 votes
Vinod Khanna, Dimple KapadiaRaag Based Songs, Raga - Pahadi
Video of this song from youtube
Lyrics of Surmai Shaam Is Tarah Aaye - सुरमयी शाम इस तरह आये
surmayi sham is tarah aaye
surmayi sham is tarah aaye
saans lete hai jis tarah saaye
surmayi sham is tarah aaye
saans lete hai jis tarah saaye
surmayi sham

koi aahat nahi badan ki kahi
phir bhi lagata hai tu yahi hai kahi
koi aahat nahi badan ki kahi
phir bhi lagata hai tu yahi hai kahi
wakt jata sunayi deta hai
tera saya dikhayi deta hai
jaise khushbu nazar se chhu jaye
jaise khushbu nazar se chhu jaye
saans lete hai jis tarah saaye
surmayi shaam

din ka jo bhi paher guzarata hai
koi ehsan sa utarata hai
din ka jo bhi paher guzarata hai
koi ehsan sa utarata hai
wakt ke panv dekhta hu main
roz ye chhanv dekhta hu main
aaye jaise koi khayal aaye
aaye jaise koi khayal aaye
saans lete hai jis tarah saaye
surmayi sham is tarah aaye
saans lete hai jis tarah saaye
surmayi sham


lyrics typed by :- ruchita parab.
lyrics of song Surmai Shaam Is Tarah Aaye
Comments on song "Surmai Shaam Is Tarah Aaye"
Sujit Phatak on Friday, March 23, 2012
Music : hridaynath Mangeshkar Lyrics: gulzar
Jhumpa Das on Saturday, July 23, 2011
BEAUTIFUL RENDITION BY SURESH WADKARJI!!!
babydoll96 on Tuesday, March 22, 2011
Lovely song!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Lekin (1991)
Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Hema Malini, Alok Nath, Moon Moon Sen, Amjad Khan, Beena, Manohar Singh, Vijayendra Ghatge, Ajit VachchaniAsha Bhosle, Hridayanath Mangeshkar, Lata Mangeshkar, Suresh WadkarGulzarHridayanath MangeshkarGulzar, Kailash AdvaniHridayanath Mangeshkar, Lata Mangeshkar, Nitish RoyLekin at IMDB      Lekin at WikipediaLekin at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type