Video of this song from youtube
Advertisement
Taare Gin - तारे गिन
thumb coming soon
Taare Gin
3.00 - 1 votes
Lyrics of Taare Gin - तारे गिन
jasbe hua hai ye acha sa lagta hai
dil ho gaya fir se bacha sa lagta hai
ishq rago mein jo behta rahe jake
kano mein chupke se kehta rahe
tare gin tare gin soye bin sare gin
ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye

jasbe hua hai ye acha sa lagta hai
dil ho gaya fir se bacha sa lagta hai
ishq rago mein jo behta rahe jake
kano mein chupke se kehta rahe
tare gin tare gin soye bin sare gin
ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye

roko ise jitna mehsus ho ye utna
dard zara sa hai thoda dawa sa hai
ismein hai jo taira wo hi to duba hai
dhokha zara sa hai thoda wafa sa hai
ye wada hai ya irada hai
kabhi ye zyada hai kabhi ye aadha hai
tare gin tare gin soye bin sare gin
ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye
lyrics of song Taare Gin
Dil Bechara (2020) - Movie Details
SingerA R Rahman, Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal, Arijit Singh, Shashaa Tirupati, Jonita Gandhi, Hriday Gattani, Sunidhi Chauhan, Sanaa Moussa, Raja Kumari, Aditya Narayan, Poorvi KoutishLyricistAmitabh Bhattacharya, Raja KumariMusic ByA R RahmanExternal LinksDil Bechara at IMDB      Dil Bechara at Wikipedia
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement