Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.75 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Taaro Ka Ye Khazana - तारो का ये खज़ाना
taro ka ye khazana, taro ka ye khazana
ye chandani suhani
kitna hasi fasana, kitni hasi kahani
soya hua zamana jagi hui jawani

aye chand muh chupa le,aye chand muh chupa le
hai chand mere ghar me, hai chand mere ghar me
kyu tujhko rat layi hai, wo hai meri najar me
ya chand hai diwana, ya rat hai diwani
soya hua zamana, jaagi hui jawani

in mast badlo ki, in mast badlo ki
maujo me bah rahi hu, samjho agar to mai ek
afsana kah rahi hu
kahne ka jab maza hai, kahne ka jab maza hai
sunte ho wo kahani
soya hua zamana, jagi hui jawani
taro ka ye khazana, taro ka ye khazana
ye chandani suhani
soya hua zamana jagi hui jawani
lyrics of song Taaro Ka Ye Khazana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Nisbat (1949)
Yakub, S Mazhar, Munawar Sultana, Zeba, Sofia, JilloZohrabai, Shamshad Begum, Mohammed RafiMajrooh Sultanpuri, Behzad Lakhnavi, Hasrat LakhnaviGovind RamShamsuddin
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type