Video of this song from youtube
Advertisement
Tabahi Tabahi - तबाही तबाही
SingerAlisha Chinai
Music byAnu Malik
LyricistDev Kohli
ActorDino Morea
CategoryDance Songs
MovieChehraa (2005)
Lyrics of Tabahi Tabahi - तबाही तबाही
tabahi tabahi tabahi tabahi
ankho ka meri kala jadu
tujhko diwana kar dega babu
ankho ka meri kala jadu
tujhko diwana kar dega babu
jab chudi chankegi jab payal khankegi
jab bindiya chamkegi dil kare dhak dhak
arey zara ruk ruk mudke tu tak tak
aayi hai ye chup chup ke
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi aye tabahi
masti hai masti diwane kho ja
meri tarh tu bhi bindas ho ja tabahi tabahi
chikni hai rahe bach bach ke chalna
babu fisal jayega tu sambhalna
jab kajra mahkega jab gajra bikhrega
jab pallu sarkega dil kare dhak dhak
arey zara ruk ruk mudke tu tak tak
aayi hai ye chup chup ke
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi aye tabahi tabahi
mai hu kayamat charche bade hai
dil tham ke sare ashiq khade hai khub tabahi
kahte hai mujhko tu janeman hai
dil leke sab mere piche pade hai
jab mehandi mahkegi jab choli bahkegi
jab lehanga nachega dil kare dhak dhak
arey zara ruk ruk mudke tu tak tak
ayi hai ye chup chup ke
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi
aye tabahi tabahi tabahi tabahi tabahi
ankho ka meri kala jadu
tujhko diwana kar dega babu
ankho ka meri kala jadu
tujhko diwana kar dega babu
jab chudi chankegi jab payal khankegi
jab bindiya chamkegi dil kare dhak dhak
arey zara ruk ruk mudke tu tak tak
aayi hai ye chup chup ke
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi aye tabahi
masti hai masti diwane kho ja
meri tarh tu bhi bindas ho ja tabahi tabahi
chikni hai rahe bach bach ke chalna
babu fisal jayega tu sambhalna
jab kajra mahkega jab gajra bikhrega
jab pallu sarkega dil kare dhak dhak
arey zara ruk ruk mudke tu tak tak
aayi hai ye chup chup ke
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi aye tabahi tabahi
mai hu kayamat charche bade hai
dil tham ke sare ashiq khade hai khub tabahi
kahte hai mujhko tu janeman hai
dil leke sab mere piche pade hai
jab mehandi mahkegi jab choli bahkegi
jab lehanga nachega dil kare dhak dhak
arey zara ruk ruk mudke tu tak tak
ayi hai ye chup chup ke
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi tabahi
tabahi tabahi tabahi
aye tabahi tabahi tabahi tabahi tabahi
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

