Video of this song from youtube

Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=QqEZ8cJm-bw

https://www.youtube.com/watch?v=87uApDnF98I

Advertisement
Taj Nagari Me Wo Tajwala Hai - ताज नगरी में वो ताजवाला है
Lyrics of Taj Nagari Me Wo Tajwala Hai - ताज नगरी में वो ताजवाला है
taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
jiska har daur mein bolbala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re

nagpur mein roja dekha baba tajudin ka
baba tajudin ka
naam dekho kitna pyara baba tajudin ka
baba tajudin ka
waha wo aalam rahta nur ka ek dariya bahta hai
nur ka ek dariya bahta hai
aankhe ho dekhe jalwa baba tajudin ka
baba tajudin ka
sare valiyo mein dekho nirala hai wo
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re

arna aala sab aanke apni kismat ki bate hai
apni kismat ki bate hai
sabki khatir dar hai khusala baba tajudin ka
jiske mukdar mein hi kimsat jiske mukadar mein hi nemat
jiske mukadar mein hi nemat
usko najar aata hai jalwa baba tajudin ka
baba tajudin ka
rutba unka jamane mein aala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re

jisne iski koshish ki hai
usko manjil mil gayi hai
usko manjil mil gayi hai
kitna paak aur saf hai rasta baba tajudin ka
baba tajudin ka
aarju sabki sabki bhar late hai
mushkil mein wo kam aate hai
mushkil mein wo kam aate hai
lete hai ham naam hamesha baba tajudin ka
baba tajudin ka
hamko gam se unhi ne nikala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re
lyrics of song Taj Nagari Me Wo Tajwala Hai
Poetic Translation - Lyrics of Taj Nagari Me Wo Tajwala Hai - ताज नगरी में वो ताजवाला है
In the city of crowns, he wears the crown,
In the city of crowns, his glory's renowned.
In the city of crowns, he's the crowned one,
Whose name in every era is the only sun.
In the city of crowns, he wears the crown.

In Nagpur, the shrine of Taajuddin we see,
Of Baba Taajuddin, a name of ecstasy.
A world of light, a river of grace,
Where eyes behold Baba Taajuddin's face.
Amongst all saints, uniquely free,
In the city of crowns, he wears the crown.
He wears the crown, he's the crowned one.

The afflicted come, their fates to greet,
For Baba Taajuddin, solace they entreat.
For those whose fortune finds its height,
Whose destiny blooms with pure light,
They see the splendor, Baba Taajuddin's beat.
His station in the world, a sublime feat,
In the city of crowns, he wears the crown.
He wears the crown, he's the crowned one.

Who seeks him, finds their destined shore,
Reaching the gates, forevermore.
How pure and clear, the path of Taajuddin's way,
Their desires he fulfills, come what may.
In troubles' grip, he opens the door,
We always invoke Baba Taajuddin's lore.
From sorrow's depths, by him we're unbound,
In the city of crowns, he wears the crown.
He wears the crown, he's the crowned one.

Aulia-e-islam (1979) - Movie Details
Film CastTarbez, Sonia Sahni, Farida Jalal, Rajendra Kumar, Jayraj, Padma Khanna, Mukri, Imtiaz Khan, NaazSingerAnuradha Paudwal, Mohammed Rafi, Abdur Rab Chaush, Rashid Hairan, Aziz Ahmed Khan Warsi, Mahendra Kapoor, Yusuf AzadLyricistKhursheed Anwar, Vikar Nagari, Qamil Chandpuri, Gauhar Kanpuri Music ByJaani Babu QawwalDirectorA ShamsheerProducerRam Gopal GuptaExternal LinksAulia-e-islam at IMDB      YouTubeAulia-e-islam at YT    Aulia-e-islam at YT(2)    
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement