Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.

Advertisement
Tan Bhi Tumhara Hai, Man Bhi Tumhara Hai - तन भी तुम्हारा हैं, मन भी तुम्हारा हैं
SingerKrishna Kalle, Kamal Barot
Music byNandu Pyare
LyricistMadhur
Actor
CategoryMasti Bhare Geet
MovieShree Krishna Arjun Yuddha (1971)
Lyrics of Tan Bhi Tumhara Hai, Man Bhi Tumhara Hai - तन भी तुम्हारा हैं, मन भी तुम्हारा हैं
tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai

din me mile ham tum suraj chanda ban gya

raat jagmag ho gayi pyaar andha ban gaya

pehli pehli chhed chhad hai pehli mulakate

na jaane aage kya hoga ye to hai shuruvaate

Comments on song "Tan Bhi Tumhara Hai, Man Bhi Tumhara Hai"
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

Madhumati got great navel