Video of "Tandav (Damruon Ko Damdamaata)" from YouTube
Advertisement
Tandav (Damruon Ko Damdamaata) - ताण्डव(डमरुओं को दमदमाता)
SingerKailash Kher, Brijesh Shandilya
Music bySamira Koppikar
LyricistPuneet Sharma
MovieLaal Kaptaan (2019)
Lyrics of Tandav (Damruon Ko Damdamaata) - ताण्डव(डमरुओं को दमदमाता)
shor hai andher mein
jo dher murda pedon ka
sulag gaya, jhulas gaya
lo jwala jwala aag hai
kaath hi ke dher mein
woh pher jeev janm ka
lo jal gaya dhuaan hua
lo swaha swaha raakh hai
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
mastakon mein maaya maaya
chat chatakati
khat khatakati
bhat bhatakati naachti
chhatiyon mein traahi traahi
dhan-dhankati
jhan-jhanakati
ek sulagati traasdi
yojnaayein yam banata
kaal daude tamtamata
antriksh sab samay ke
damaruon ko damdamata
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
o..
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh..
o ho...
surya ke jo turya the
baj rahe dhara pe hain
rund mund jhund se ye dab rahi dhara
manthano ko chooste neele neele honth hain
sau sau jwaar phoonkti hain sarp si bhuja
shor hai andher mein
jo dher murda pedon ka
sulag gaya, jhulas gaya
lo jwala jwala aag hai
kaath ke hi dher mein
woh pher jeev janm ka
lo jal gaya dhuaan hua
lo swaha swaha raakh hai
damaruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
o...
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
o ho..
jo dher murda pedon ka
sulag gaya, jhulas gaya
lo jwala jwala aag hai
kaath hi ke dher mein
woh pher jeev janm ka
lo jal gaya dhuaan hua
lo swaha swaha raakh hai
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
mastakon mein maaya maaya
chat chatakati
khat khatakati
bhat bhatakati naachti
chhatiyon mein traahi traahi
dhan-dhankati
jhan-jhanakati
ek sulagati traasdi
yojnaayein yam banata
kaal daude tamtamata
antriksh sab samay ke
damaruon ko damdamata
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
o..
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh..
o ho...
surya ke jo turya the
baj rahe dhara pe hain
rund mund jhund se ye dab rahi dhara
manthano ko chooste neele neele honth hain
sau sau jwaar phoonkti hain sarp si bhuja
shor hai andher mein
jo dher murda pedon ka
sulag gaya, jhulas gaya
lo jwala jwala aag hai
kaath ke hi dher mein
woh pher jeev janm ka
lo jal gaya dhuaan hua
lo swaha swaha raakh hai
damaruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
o...
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
damruon ko damdamata
krodh naache krudh krudh
o ho..
Laal Kaptaan (2019) - Movie Details
Film CastAamir Bashir, Deepak Dobriyal, Manav Vij, Saif Ali Khan, Simone Singh, Sonakshi Sinha, Zoya Hussain
SingerBrijesh Shandilya, Dino James, Shreya Ghoshal, Kailash Kher, Samira Koppikar
LyricistSaurabh Jain, Puneet Sharma, Sahib
Music BySamira Koppikar
DirectorAnand L. Rai
ProducerNavdeep Singh
External LinksLaal Kaptaan at IMDB Laal Kaptaan at Wikipedia
Movie at YTLaal Kaptaan at YT Laal Kaptaan at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

