Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Taqdeer Ke Haatho Me Khilona Hai Aadmi - तकदीर के हाथों में खिलौना है आदमी
takdir ke hatho me khilona hai admi khilona hai admi
takdir ke hatho me khilona hai admi
takdir ke hatho me khilona hai admi
duniya hai tamashai duniya hai tamashai tamasha hai admi
takdir ke hatho me khilona hai admi

gum hai kisi ko mera na tera mala hai
gum hai kisi ko mera na tera mala hai
har ik ko apni fikr hai apna khayal hai
is patharo ke shehar me jeena mahal hai
is patharo ke shehar me jeena mahal hai
halat ke sitam ka nishana hai aadmi
halat ke sitam ka nishana hai aadmi

ankho me khwab jab bhi kushi ke sajae hai
ankho me khwab jab bhi kushi ke sajae hai
gum hi har ek ke hisse me aaye hai
ae dil gila na kar yaha apne paraye hai
ae dil gila na kar yaha apne paraye hai
riste ke in huzum me tanha hai admi
riste ke in huzum me tanha hai admi

muflis ki zindagi to andhero me shaam hai
muflis ki zindagi to andhero me shaam hai
daulat hai jiske paas yaha uska naam hai
logo mujhe batao ye kaisa nijam hai
logo mujhe batao ye kaisa nijam hai
kyu muflis ke jurm me ruswa hai admi
kyu muflis ke jurm me ruswa hai admi
duniya hai tamashai duniya hai tamashai tamasha hai admi
takdir ke hatho me khilona hai admi
khilona hai admi tamsah hai admi
tamasha hai admi
lyrics of song Taqdeer Ke Haatho Me Khilona Hai Aadmi
Comments on song "Taqdeer Ke Haatho Me Khilona Hai Aadmi"
Tahir Mehood on Friday, April 29, 2011
Hum toot be jate hey.tho charcha nei karte.dukh dard be sehate hey.tamasha
nei karte,hum apne mafadat ki takmeel ki khatir her shakhs k jazbat se
khela nei karte,hum ko koi gila hy to khud apny%-DIL-%SE hey.Auron py hum
ilzam taracha nei karte.matlab parsti ke jo adi nei hote.woh haat mila kar
chora nei karte.kuch is tarah k "log" be mil jate hey aksar jo pyar tho
karte hey,nibaha nei karte. TAHIR ABBASI FROOM MURREE
musafer bacha on Wednesday, March 13, 2013
long live our traditions and habits
musafer bacha on Wednesday, March 13, 2013
love this song from Afghanistan
03336440565 on Monday, October 18, 2010
real life hai yeh
Anwar Sadiq
Muhammad Aamir on Saturday, March 28, 2009
Nice one... Real fact.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Annadata (1952)
Ajit, Veena, Mukri, Murad, Kanhaiya Lal, Shakti Prasad, Sheikh Mukhtar, N A AnsariG. M. Durrani, Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, Mohammed Rafi, Manna DeyHasrat Jaipuri, Anjum Jaipuri, Ali Sardar JafriMohammed ShafiIsmail MemonAnnadata at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type