Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.52 - 23 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Taqdeer Ki Gardish Kya Kam Thi Us Par Ye Quamat - तक़दीर की गर्दिश क्या कम थी उस पर ये क़यामत
taqdeer ki gardish kya kam thi
taqdeer ki gardish kya kam thi
us par ye kayamat kar baithe
betabi-e-dil jab had se badhi
betabi-e-dil jab had se badhi
ghabrake mohabbat kar baithe
taqdeer ki gardish kya kam thi

aankho me chalakte hai aansu
dil chupke chupke rota hai
aankho me chalakte hai aasu
dil chupke chupke rota hai
dil chupke chupke rota hai
wo baat humare bas ki na thi
wo baat humare bas ki na thi
jis baat ki himmat kar baithe
taqdeer ki gardish kya kam thi

ghum hum ne khushi se mol liya
us par bhi hui ye nadani
ghum hum ne khushi se mol liya
us par bhi hui ye nadani
us par bhi hui ye nadani
jab dil ki ummede tut gayi
jab dil ki ummede tut gayi
kismat se shikayat kar baithe
taqdeer ki gardish kya kam thi
taqdeer ki gardish kya kam thi
us par ye kayamat kar baithe
lyrics of song Taqdeer Ki Gardish Kya Kam Thi Us Par Ye Quamat
Comments on song "Taqdeer Ki Gardish Kya Kam Thi Us Par Ye Quamat"
saz9297 on Monday, April 25, 2011
very very beautiful ghazal (film ghazal) one of my most favourite song
thank you. credit also goes who wrote this poem
thank y
crazyoldsongs on Friday, April 22, 2011
hearing this ghazal for the first time . lata ji 's renditions always unique , beautiful and lovable ! thank you .!
Chandrashekhar Gupta on Sunday, August 09, 2009
taqadiir kii gardish kyaa kam thii -2 us par ye qayaamat kar baiThe
betaabii-e-dil jab had se ba.Dhii -2 ghabaraake muhabbat kar baiThe
taqadiir kii gardish kyaa kam thii (aa.Nkho.n me.n chhalakate hai.n aa.Nsuu
dil chupake chupake rotaa hai) -2 dil chupake chupake rotaa hai vo baat
hamaare bas kii na thii -2 jis baat kii himmat kar baiThe taqadiir ki
gardish kyaa kam thii
Chandrashekhar Gupta on Sunday, August 09, 2009
(Gam ham ne Kushii se mol liyaa us par bhii hu_ii ye naadaanii) -2 us par
bhii hu_ii ye naadaanii jab dil kii ummiide.n TuuT ga_ii -2 qismat se
shikaayat kar baiThe taqadiir kii gardish kyaa kam thii -2 us par ye
qayaamat kar baiThe
BharatGul on Wednesday, June 20, 2012
Thank you. I see that Ajay has added the MD's name under the clip and you have provided the lyricist's name . Always good to have such details.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Sitara (1955)
Pradeep Kumar, Vyjayantimala, Shashikala, Om ParkeshLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad BegumShakeel BadayuniGhulam MohammadS K OjhaSitara at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type