Video of this song from youtube
Lyrics of Taqdeer Ne Kya Angdai Li, Jine Ki Fiza Namkeen Hui - तकदीर ने क्या अंगडाई ली, जीने की फिजा नमकीन हुई
nikli sawari rat ki
neel ke dariya me basti dhudh ki jajbat ki
husnwalo ke sar pe phul barsati hui
gudgudati muskurati chedti gati hui
jab kabhi patwar se yuhi ishare ho gaye
kuch ude katre hawa me or sitare ho gaye
wakt ko tarik ye sab ne meharba kar diya
do jawa ruho ho ke milne ka sama kar diya
takdir ne kya angdayi li jine ki fiza namkin hui
kuch ishk badha kuch husn badha
kuch ishk badha kuch husn badha
or dil ki dunia or dil ki dunia hasin hui
or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui

sitaro dhale ek khandhar ke tale
do dil yu mile yu mile yu mile tar lahra gaye
har kali khil gayi bekali dhul gayi
apne hi aap par apne hi aap par
apne hi aap par phul sharma gaye
waqt ke saj par husn ke naj par pahle dil mar mite
aarzuye to kya aahe tak fuk di
aarzuye to kya aahe tak fuk di
manjile husn par kafile yu lute
kafile yu lute ho kafile yu lute kafile yu lute
jab khun baha apne dil se
jab khun baha apne dil se mahfil bhi rangi hui
kuch ishk badha kuch husn badha
kuch ishk badha kuch husn badha
or dil ki dunia or dil ki dunia hasin hui
or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui

takdir ne kya angdayi li jine ki fiza sangin hui
jab pyar ki bate ishk ne ki
jab pyar ki bate ishk ne ki tab husn ki ruh
tab husn ki ruh gumgin hui
tab husn ki ruh gumgin hui tab husn ki ruh gumgin hui

ik kali guljabi sakh par hai hasi
isko chedo ha chedo ha chedo nahi maili ho jayegi
gird tum ghum lo dekh kar chum lo
nigaho se chumlo warna kho jayegi
ha bas manjil nahi apna sahil nahi
jiska ye dil nahi ruh so jayegi
ho kar jadu gaya jism ke kadar da
kar jadu gaya jism ke kadar da
pyar ki dasta pyar ki dasta pyar ki dasta ruswa ho jayegi
pyar ki dasta ruswa ho jayegi
ruswa ho jayegi tum aag ko rag samjh baithe
tum aag ko rag samjh baithe angaro se hi taslin hui
jab pyar ki bate ishk ne ki jab pyar ki bate ishk ne ki
tab husn ki ruh tab husn ki ruh gumgin hui
tab husn ki ruh gumgin hui tab husn ki ruh gumgin hui
takdir ne kya angdayi li jine ki fiza namkin hui
kuch ishk badha kuch husn badha
kuch ishk badha kuch husn badha
or dil ki dunia or dil ki dunia hasin hui
or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui

sakh bhar ki kali ho wo kitni bhali
jo na dil se lagi jo na dil se lagi umar dhal jayegi
hawas or pyar ka kissa takrar ka
fark bekar ka fark bekar jawani dhal jayega
jadu ye dam badam nagmo ke talo sang
jadu ye dam badam nagmo ke talo sang
ye sunhare kadam ye sunhare kadam
me ubal jayegi khud ko awaz do waqt ko saj do
ishk ka naz do rat dhal jayegi
yu na ghabraiye pas to ayiye har ada aapki dilnashi hui
kuch ishk badha kuch husn badha
kuch ishk badha kuch husn badha
or dil ki dunia or dil ki dunia hasin hui
or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui
lyrics of song Taqdeer Ne Kya Angdai Li, Jine Ki Fiza Namkeen Hui
Comments on song "Taqdeer Ne Kya Angdai Li, Jine Ki Fiza Namkeen Hui"
Asim Khalil on Friday, November 19, 2010
WellCome Back-
with this killer upload-
Never saw this video-
There is no better then M Rafi-
Thanx 4 share
Jagjit Singh Ishar on Sunday, October 26, 2014
Never heard before. Thanks for reviving these old melodies on your channel.
humraaz786 on Friday, November 19, 2010
Very nice,thanks for shareing this song dost...!
lovehumanity on Tuesday, November 16, 2010
welcome back .. and thanx for this Eid Gift :-)
norina66 on Tuesday, November 16, 2010
Thanks for uploading thsi beautiful qawwali!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sunehre Kadam (1966)
Rehman, Shashikala, Sabita Chatterjee, Agha, RanbirLata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, Usha Timothy, Suman Kalyanpur, Asha Bhosle, Sudha MalhotraMahendra PranBulo C Rani, S. MohinderSatish NigamSaraswati Kala MandirSunehre Kadam at IMDB      Sunehre Kadam at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type