Video of this song from youtube
Taro Se Ankhiya Milau Mai - तारो से अँखिया मिलाऊं मैं
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Taro Se Ankhiya Milau Mai - तारो से अँखिया मिलाऊं मैं
taaro se, taaro se ankhiya milaaun main
chanda ko sajna banau main
taaro se, taaro se ankhiya milaaun main
chanda ko sajna banau main, taaro se

shaam ki bahaaro me
ghumte nazaro me
nachungi titliyaan ban ke
shaam ki bahaaro me
ghumte nazaro me
nachungi titliyaan ban ke
chaandni ki chhaw me dolti hawao me
gaaungi koyaliya ban ke
dil na kisi se lagaaun main
chanda ko sajna banau main
taaro se, taaro se ankhiya milaaun main
chanda ko sajna banau main, taaro se

ankhiyo ko mal ke gaaungi machalke
birha ke geet jhuth muth ke
ankhiyo ko mal ke gaaungi machalke
birha ke geet jhuth muth ke
kahi bhi na jaaungi
aape ruth jaaungi, aape man jaaungi ruth ke
dil na kisi se lagaaun main
chanda ko sajna banau main
taaro se, taaro se ankhiya milaaun main
chanda ko sajna banau main, taaro se
lyrics of song Taro Se Ankhiya Milau Mai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films