Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Tauba Tauba Tabaahi Tabaahi
4.50 - 4 votes
Masti Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Tauba Tauba Tabaahi Tabaahi - तौबा तौबा तबाही तबाही
tauba tauba tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tauba tauba tauba tauba
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi

aji das paise ke darjan chane bikte hai
das paise ke darjan chane bikte hai
sone ke bhaav matar milti hai
coat ke daam langoat silte hai
yaar bhi matlab se gale milte hai
ajab hai ye duniya gazab hai zamana
ke bulbul hai chup gaaye ullu tarana
hai bikau khuda ki khudai ki
kisi simaglar ne boli lagayi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi

are acchi surat bhi zamane me kidhar milti hai
aji badi muskil se hai badi muskil se haseno se nazar milti hai
aajkal ye hasi pehle jaise to nahi pehle jaise to nahi
aajkal ye hasi ankh me surma kahan hontho pe paan kaha
wo khadakti hui salwaar meri jaan kaha wo dupatta na raha
vo garara na raha aji aabru dhakne ka koi sahara na raha
chehre chehre pe likhi behayai behayai
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi

pitaji jal ke ho gae raak lekin chhod gaye dus lakh
pitaji jal ke ho gae raak lekin chhod gaye dus lakh
udenge nisdin ab gulchare jani roz piyenge thare
chalenge raat raat ab mujre
raja teri godi me genda ban jau
raja teri godi me genda ban jau raja teri godi me
jab mere saiyan ko bhukh lagegi jab mere saiyan ko bhukh lagegi
ladu peda aay haay ladu peda jalebi ban jaaungi
ladu peda jalebi ban jaaungi
raja teri godi me genda ban jau raja teri godi me

ram ki dharti me agar aisi aulad hogi
kyu na mitti mere iss desh ki barbad hogi
ab na mazjid me namaze hai na mandir me na bhajan
kabre dance me khoya hua hai sara watan

ab koi tulsi na koi nakhiya kabir aayega
aur dam todhte insa ko bacha jaayega
na hoga man kala na hoga dhan kala
mit jayegi sari siyahi siyahi
aur shaitan dega duhai duhai
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
lyrics of song Tauba Tauba Tabaahi Tabaahi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Saheb Bahadur (1980)
Dev Anand, Priya Rajvansh, Om Parkesh, I S Johar, Paintal, Agha, Mukri, K N Singh, AsraniAsha Bhosle, Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Ambar Kumar, Chandru Atma, Chandrani Mukherjee, Dilraj KaurRajendra KrishanMadan MohanChetan AnandSaheb Bahadur at IMDB      Saheb Bahadur at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type