Video of this song from youtube
Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai - तवायफ कहा किसी के साथ मोहब्बत करती है
Lyrics of Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai - तवायफ कहा किसी के साथ मोहब्बत करती है
baja berukhi hai ye sarkar ki
baja berukhi hai ye sarkar ki
ke mai chiz hu ek bazar ki
tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai
tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai
magar jab karti hai
magar jab karti hai to haye kayamat karti hai
tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai
magar jad karti hai to haye kayamat karti hai
tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai

gustakhi maf mere lab par aaya hai nam shrifo ka
gustakhi maf mere lab par aaya hai nam shrifo ka
kahte hai jisko log wafa wo to hai kam sarifo ka
tawaif kaha kisi ke sath sharafat karti hai
tawaif kaha kisi ke sath sharafat karti hai
magar jad karti hai to haye kayamat karti hai
tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai

kuch or nahi me kar sakti bas ruth ke me reh jaati hu
kuch or nahi me kar sakti bas ruth ke me reh jaati hu
jab log mujhe thukrat hai tab tut ke me reh jaati hu
tawaif kaha kisi se kabhi shikayat karti hai
tawaif kaha kisi se kabhi shikayat karti hai
magar jab karti hai to haye hayamat karti hai
tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai

mai laz sharam ke parde se fir bahar kabhi na aaungi
mai laz sharam ke parde se fir bahar kabhi na aaungi
bas ek ishara tum kar do
bas ek ishara tum kar do mai ghunghat me chup jaungi
tawaif kaha tawayaf se bagawat karti hai
tawaif kaha tawayaf se bagawat karti hai
magar jab karti hai
magar jab karti hai to haye kayamat karti hai
tawaif kaha kisi ke sath mohabbat karti hai
lyrics of song Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai
Comments on song "Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai"
Kenny boy on Wednesday, October 15, 2014
Wah kya jaat aur izzat hain tawaiifon kii.salaam hain inko...;-p
Khan. Mehfooj on Tuesday, November 08, 2011
bohot din baad mila hai ur so thanx for uplod KHAN
hemarekhafan on Tuesday, June 28, 2011
thanks :) was looking 4 it for long
Niraj Kumar on Sunday, June 08, 2014
hart ko chu deta hai song
sibzyful on Sunday, December 07, 2014
Beautiful Rekha
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films