Video of this song from youtube
Tera Gham Mera Gham (Sad) - तेरा गम मेरा गम
SingerKavita Krishnamurthy, Hariharan
Music byRajesh Roshan
LyricistAnand Bakshi
ActorRaveena Tandon, Nana Patekar
CategorySad Songs
MovieGhulam E Musthafa (1997)
Lyrics of Tera Gham Mera Gham (Sad) - तेरा गम मेरा गम
mai achhi buri jaisi bhi hu
tu achha bura jaisa bhi hai
mai teri hu kaisi bhi hu
tu mera hai kaisa bhi hai
tu mera hai kaisa bhi hai
tera gum mera gum ek jaisa sanam
tera gum mera gum ek jaisa sanam
hum dono ki ek kahani
aaja kaleje dil jani
tera gum mere gum ek jaisa sanam
tute hue dil ki kashti ko
tufan me kinara mil jaye
tu tham le mera hath agar
dono ko sahara mil jaye
tera gum mere gum ek jaisa sanam
tera gum mera gum ek jaisa sanam
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale diljani
tera gum mere gum ek jaisa sanam
tu achha bura jaisa bhi hai
mai teri hu kaisi bhi hu
tu mera hai kaisa bhi hai
tu mera hai kaisa bhi hai
tera gum mera gum ek jaisa sanam
tera gum mera gum ek jaisa sanam
hum dono ki ek kahani
aaja kaleje dil jani
tera gum mere gum ek jaisa sanam
tute hue dil ki kashti ko
tufan me kinara mil jaye
tu tham le mera hath agar
dono ko sahara mil jaye
tera gum mere gum ek jaisa sanam
tera gum mera gum ek jaisa sanam
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale diljani
tera gum mere gum ek jaisa sanam
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

