Video of this song from youtube
Advertisement
Tera Mera Pehla Yaarana - तेरा मेरा पहला याराना
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Tera Mera Pehla Yaarana - तेरा मेरा पहला याराना
oh tadap ke ishq ne
khud sar jhuka diya hoga
tujhe bana ke khuda muskura diya hoga

tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
o tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
yaar aisa sathi milta kahin nahi
phul roj aisa pyare khilta kahin nahi
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan

tadap ke ishq ne
khud sar jhuka diya hoga
tujhe bana ke khuda muskura diya hoga
ho tadap ke ishq ne
khud sar jhuka diya hoga
tujhe bana ke khuda muskura diya hoga
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan

yaar aisa sathi milta kahin nahi
phul roj aisa pyare khilta kahin nahi
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan

jo mere hatho me ye hath aapka hoga
jo kaanta raah me aayega phul sa hoga
jo mere hatho me ye hath aapka hoga
jo kaanta raah me aayega phul sa hoga
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan

jo ek sath dhadakne lagenge ye do dil
na puchh kaisi kasakash me tisra hoga
jo ek sath dhadakne lagenge ye do dil
na puchh kaisi kasakash me tisra hoga
era mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan

yaar aisa sathi milta kahin nahi
phul roj aisa pyare khilta kahin nahi
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
tera mera tera mera pahla yaarana
kya kahna kya kahan
lyrics of song Tera Mera Pehla Yaarana
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement