Video of this song from youtube
Average Rating : 4.08
Total Vote(s) : 40
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Tera Mera Saath, Jaise Chaand Aur Raat - तेरा मेरा साथ, जैसे चाँद और रात
tera mera sath jaise chand aur rat chand rat sari rat
sath rahte hai, o pyar isi ko kahte hai
tera mera sath jaise chand aur rat chand rat sari rat
sath rahte hai, o pyar isi ko kahte hai
tera mera sang jina marna ang sang dor patang rup rang
sang rahte hai, o pyar isi ko kahte hai
tera mera sath jaise chand aur rat chand rat sari rat
sath rahte hai, o pyar isi ko kahte hai

amar atal hai pyar ye apna apna milan ek sundar sapna
amar atal hai pyar ye apna apna milan ek sundar sapna
do naino ki doli do naino ki doli sau armano ki barat
tera mera sath jaise chand aur rat chand rat sari rat
sath rahte hai, o pyar isi ko kahte hai

kya ho jo kuch uljhan ho jaye ye duniya dushman ho jaye
kya ho jo kuch uljhan ho jaye ye duniya dushman ho jaye
mai chhod u ye duniya par na chhod u tera hath
tera mera sang jina marna ang sang dor
patang rup rang sang rahte hai o pyar isi ko kahte hai

karke pyar ka wada tode karke pyar ka wada tode
vo harjai jo sath chhod e kitni bar mile bichade hum
badala nahi ye pyar ka mausam
kitne janam puarne hai jane ye mulakat
tera mera sath jaise chand aur rat chand rat sari rat
sath rahte hai, o pyar isi ko kahte hai
tera mera sath jaise chand aur rat chand rat sari rat
sath rahte hai, o pyar isi ko kahte hai
lyrics of song Tera Mera Saath, Jaise Chaand Aur Raat
Comments on song "Tera Mera Saath, Jaise Chaand Aur Raat"
Zahid Akram on Monday, November 23, 2015
main class 3 main thi .jab ye ganay sunti thi .halankay mujhay in gano ki
gahraee samajh main nahin aati thi .ln gano ka music bohat acha lagta tha
Zahid Akram on Thursday, September 24, 2015
he gana mujhay bachpan Kay zamany main lay gaya.so sweet
mr271116 on Sunday, October 09, 2011
very beautifull song, great job
raghvendra pratap on Saturday, March 08, 2014
nise song hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ganga Tere Desh Mein (1988)
Dharmendra, Shatrughan Sinha, Dimple Kapadia, Jaya Prada, Kader Khan, Kiran Kumar, Nirupa Roy, Asrani, Sudhir Dalvi, Mac Mohan, Brahmachari, Raj Babbar, Bhagwan, Birbal, Baby Guddo, MukriMohammad Aziz, Udit Narayan, Anuradha Paudwal, Kavita KrishnamurthyAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalVijay ReddyK C BokadiaGanga Tere Desh Mein at IMDB      Ganga Tere Desh Mein at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type