Lyrics of Tera Mujhse Hai Pehle Ka Nata Koi (Male) - तेरा मुझसे है पहले का नाता कोई
tera mujhse hai pahle ka nata koi
yuhi nahi dil lubhata koi
tera mujhse hai pahle ka nata koi
yuhi nahi dil lubhata koi
jane tu ya jane na
mane tu ya mane na
tera mujhse hai pahle ka nata koi
yuhi nahi dil lubhata koi
tera mujhse hai pahle ka nata koi
yuhi nahi dil lubhata koi
dhua dhua tha wo shama
yaha waha jane kaha
dhua dhua tha wo shama
yaha waha jane kaha
tu aur mai kahi mile the pahle
dekha tujhe to dil ne kaha
jane tu ya jane na
mane tu ya mane na
dekho abhi khona nahi
kabhi juda hona nahi
dekho abhi khona nahi
kabhi juda hona nahi
abke yuhi mile rahenge dono
wada raha ye is sham ka
jane tu ya jane na
mane tu ya mane na
tera mujhse hai pahle ka nata koi
yuhi nahi dil lubhata koi
tera mujhse hai pahle ka nata koi
yuhi nahi dil lubhata koi
jane tu ya jane na
mane tu ya mane na
Dekho Abhi Khona Nahi'n Kabhi Juda Hona Nahi'n Ab Khel Mein, Yu'n Hi
Rahenge Dono'n Vaada Rahaa Ye Is Shaam Ka Jaane Tu Ya Jaane Na Maane Tu Ya
Maane Na Tera Mujh Se, Hai Pahle Ka Naata Koi.. -Aa Gale Lag Ja (1973)
*Shashi Kapoor, Sharmila, Shatrughan Sinha, Master Tito=Amir Khan Music :
RD Burman Lyrics : Sahir Singer : Kishore Kumar