Video of this song from youtube
Tere Bin Koi Bhi Pal - तेरे बिन कोई भी पल
thumb coming soon

2.50 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Tere Bin Koi Bhi Pal - तेरे बिन कोई भी पल
tere bin koi bhi pal mujhe bhata nahi sanam

mujhe tujhse kitna pyaar hai
mujhe tujhse kitna pyaar hai tere pyaar ki kasam

kis baat se darrta hu main mujhko nahi khabar

bas dolta hai dil mera to idhar kabhi udhar

dil mein jaga bana gaya ek meetha meetha gham
tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam

apna tumhe na keh saka kya hai mera naseeb

maine faasle badha liye rehkar tere kareeb

mujhe maaf karna yaar tu itna sa kar karam
mujhe maaf karna yaar tu itna sa kar karam
mujhe tujhse kitna pyaar hai
mujhe tujhse kitna pyaar hai tere pyaar ki kasam
tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahi sanam

lyrics of song Tere Bin Koi Bhi Pal
Comments on song "Tere Bin Koi Bhi Pal"
Bilal Ahmed on Thursday, December 26, 2013
Great Song.so true to life..
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films