Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Tere Bin Nahi Jeena Hai
3.40 - 5 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Tere Bin Nahi Jeena Hai - तेरे बिन नही जीना है
tere bin nahi jina hai nahi jina hai nahi jina hai
tere bin mar jana hai ho tere bin nahi jina hai
nahi jina hai nahi jina hai

din shuru hota hai tere naam se sham bhi dhalti hai tere naam se
din shuru hota hai tere naam se sham bhi dhalti hai tere naam se
zindagi jaise amanat ho teri bachke rahta hu har ek iljam se
din shuru hota hai tere naam se sham bhi dhalti hai tere naam se
zindagi jaise amanat ho teri bachke rahti hu har ek iljam se
din shuru hota hai tere naam se sham bhi dhalti hai tere naam se

hai nahi aasa hamara ye safar ek duje ko chalenge tham kar
aa chhupa lu tujhko sine me kahi lag na jaye is zamane ki nazar
aa bitha lu tujhko palko pe sanam mang meri bhar de tere naam se
zindagi jaise amanat ho teri bachke rahti hu har ek iljam se
din shuru hota hai tere naam se sham bhi dhalti hai tere naam se

tujhko chaha tujhko puja hai sanam
hum na mil paye to lenge duja janam
tut jaye chahe rishta sans ka tut na payegi apni ye kasam
ho gaye do jism ab ek jaan hum dar nahi lagta kisi anzam se
zindagi meri amanat hai teri bachke rahti hu har ek iljam se
din shuru hota hai tere naam se sham bhi dhalti hai tere naam se

zindagi meri amanat hai teri bachke rahti hu har ek iljam se
zindagi meri amanat hai teri bachke rahta hu har ek iljam se
din shuru hota hai tere naam se sham bhi dhalti hai tere naam se
zindagi jaise amanat ho teri bachke rahna tu har ek iljam se
bachke rahna tu har ek iljam se ho bachke rahna tu har ek iljam
bachke rahna tu har ek iljam se
lyrics of song Tere Bin Nahi Jeena Hai
Comments on song "Tere Bin Nahi Jeena Hai"
yugpursh on Saturday, December 25, 2010
Sumeet Saigal was one of my favourites, do bad this actor got wasted and did not get what he deserved like Raj Babbar ad Kamal Haasan, I know Kamal Haasan is un-compareable and Raj Babbar is matchless too.

This movie has other ncie songs too.
A-Jai Shah on Tuesday, October 09, 2012
FANTASTIC SONG OF THE 80's - unfortunately we do not have melodies like
this any more!!! @superWolverino: Mohammed Aziz is very much alive & not
late as you have mentioned. Mohammed Rafi saab is late.
Juv juway on Thursday, October 14, 2010
i was trying to find dis lovly song long time ago .thanx a lot for u for
uploading dis song ..its a nice & luvly song that brings my childhood
memories
shazaadaziz on Friday, June 18, 2010
dil shuru hota hai tere naam se,thanks i will buy this dvd,if i see it,love
all the songs,saw this when i was a kid very nostalgic memories for me...
poojared7 on Monday, July 25, 2011
hi my fav song plz upload this song
Zulm Ko Jala Doonga 1988 ----Sari Raat Jagaye - Mohd Aziz, Alka yagnik plz
plz
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Zulm Ko Jala Doonga (1988)
Naseruddin Shah, Vasantsena, Suparna A, Sumeet Sehgal, Kiran Kumar, Sadashiv AmrapurkarAsha Bhosle, Mohammed Aziz, Alka YagnikMadan Pal, Anwar SagarNadeem ShravanMahendra ShahMahendra ShahZulm Ko Jala Doonga at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type