Video of this song from youtube
Tere Bina Aub Nahi Mujhko Jinaa - तेरे बिना अब नहीं मुझको जीना
Lyrics of Tere Bina Aub Nahi Mujhko Jinaa - तेरे बिना अब नहीं मुझको जीना
kyu lag raha hai, samay ajnabi ajnabi
aisi na dekhi, ye rate kabhi
hai palon ki bas ye mulaqat
dhal raha hai sitaron me aakash
kyu ye reto sa, phisalta jaye lamha
tere bina ab nahi mujh ko jeena
chodna, tum ye bahe kabhi na
jana na, kahi tum, liye ijazat bina
tere bina ab nahi mujh ko jeena
chodna, tum ye baahe kabhi na
jana na, kahi tum, liye ijazat bina

aankhain, kabhi main na kholu
jab tum nahi samne ho
us kal ki kaise main sochu
jis kal me tum hi nahi ho
tum hi nahi ho, tum hi nahi ho
bachpana thi meri jawani
aake tu ne badal di kahani
ho gai kaise, khawahish ye jawan
tere bina ab nahi mujh ko jeena
chodna, tum ye bahe kabhi na
jana na, kahi tum, liye ijazat bina
tere bina ab nahi mujh ko jeena
chodna, tum ye bahe kabhi na
jana na, kahi tum, liye ijazat bina
cindrella cindrella

tere bina ab nahi mujh ko jeena
chodna, tum ye bahe kabhi na
jana na, kahi tum, liye ijazat bina
tere bina ab nahi mujh ko jeena
chodna, tum ye bahe kabhi na
jaana na, kahi tum, liye ijazat bina
cindrella yahi ye cindrella yahi ye
cindrella ya hi ye cindrella he
lyrics of song Tere Bina Aub Nahi Mujhko Jinaa
Comments on song "Tere Bina Aub Nahi Mujhko Jinaa"
rajurajsingh2010 on Friday, September 16, 2011
HI,
I AM RAJ
ITS NICE SONG
GOD BLESS U
I LIKE UR VICE

RAJ
9899937113
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films