Video of this song from youtube
Lyrics of Tere Bina Dil Lagta Nahi - तेरे बिना दिल लगता नहीं
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tu jo nahi kuch bhi nahi
tu jo nahi kuch bhi nahi
mai ye jahan kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tu jo nahi kuch bhi nahi
tu jo nahi kuch bhi nahi
mai ye jahan kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu

kaise shuru ho gai ye kahani
kaise shuru ho gai ye kahani
maine bhi na jana tu bhi na jani
inkar bhi maine kiya ikrar bhi maine kiya
mai kho gaya bas ho gaya dil beiman
kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil

tune kaha nahi maine suna hai
tune kaha nahi maine suna hai
lakho me tune mujhko chuna hai
kya sach hai ye sapna nahi
aata nahi mujhko yaki
ye kya hua kaise hua mai hu hairan
kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil

ye aag dil me kaisi lagi hai
ye aag dil me kaisi lagi hai
dono taraf ek jaisi lagi hai
dhak dhak kare ye dil mera jina hua mushkil mera
vo chain ka mausam gaya aaya tufa kya kru
kya karu kya karu kya karu
tere bina dil tere bina dil lagta nahi lagta nahi
o meri jan o meri jan
tere bina dil tere bina dil lagta nahi lagta nahi
o meri jan o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
tere bina dil lagta nahi o meri jan
kya karu kya karu kya karu kya karu
lyrics of song Tere Bina Dil Lagta Nahi
Comments on song "Tere Bina Dil Lagta Nahi"
Hitender Singh on Saturday, May 12, 2012
laxmikant pyarelal rocks in every dacade
Amit Lohat on Saturday, July 28, 2012
i love this song very much
Nbd Kms on Sunday, January 25, 2015
I LOVE THIS SONG DIL SE
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Deewana Mastana (1997)
Anil Kapoor, Govinda, Juhi Chawla, Johny Lever, Anupam Kher, Kader Khan, Shakti Kapoor, Salman Khan, Raveena Tandon, Reema Lagoo, Saeed Jaffrey, Satish Kaushik, Upasna Singh, Pratibha Sinha, David Dhawan, Avtar Gill, Guddi Maruti, Himani Shivpuri, Shiva, Shashi Kiran, Babban Yadav, Tiku TalsaniaAlka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Poornima, Sonu Nigam, Udit Narayan, Vinod RathodAnand BakshiLaxmikantDavid DhawanBharat Shah, Ketan Desai, Prakash PangeDeewana Mastana at IMDB      Deewana Mastana at WikipediaDeewana Mastana at YouTube     |    Deewana Mastana at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type