Lyrics of Tere Bina Jiya Na Jaye Socha Na Jaye - तेरे बिना जिया ना जाए सोचा ना जाये
tere bina jiya na jaye
socha na jaye tere bina tere bina
tere bina jiya na jaye
socha na jaye tere bina tere bina
dil de ke jaana, jaan de ke jaana
kurbat kya hai, mohabbat kya hai
duniya ki daulat mil bhi jaye to
tu na mila to kuch na mila
meri wafa ko na aazmaana
ye na bhool jaana
ki main hoon tera, tera apna
tere bina jiya na jaye
socha na jaye tere bina tere bina
milna hamara, iss zindagi mein
sapna nahi, haqeeqat hai ye
tum jo na jeeto, kuch bhi nahi hai
ye jaan lo, ye maan lo
meri wafa ko na aazmaana
ye na bhool jaana
ki main hoon tera, tera apna
tere bina jiya na jaye
socha na jaye tere bina
tere bina tere bina
Rimi 2day i met u, shaaid last tyme,,,na main tum se theek se baat karr
paaya...but kya karta yaar, itni himmat waala kon hay jo apna pyaar lut tay
dekh karr theek se baat karay...Rimi shaaid im sayin dis to u, last
tyme...lov u so mch yaar Rimi...Kaash milna hmaaray naseeb main hota.lov u
Rimi...shaaid last tyme.