Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Tere Charno Me Mann Leen - तेरे चरणों में मन लीन
tu shakti tu daya ka sagar
tu jivan ujiyara tera har ik rup
tere bhakto ko laage pyara
tere charno me man lin rahe
tere charno me man lin rahe
mera mastak ho aur dwar tera
tere charno me man lin rahe
o tere charno me man lin rahe
mera mastak ho aur dwar tera
mit jaye janmo ki trishna
mit jaye janmo ki trishna
mil jaye itna pyar tera
maharani maa kalyani maa
maharani maa kalyani maa

teri daasi teri pujaran main
tere dwar ki ek bhikharan main
tere dwar ki ek bhikharan main
mere jivan ki abhilasha hai
banu jogan tere karan main
banu jogan tere karan main
mere man me tera hai ujiyara
mere man me tera hai ujiyara
ye mujh par hai upkar tera
maharani maa kalyani maa
maharani maa kalyani maa

raja ko raaj ki bhiksha de
nirdhan ko prem ki bhiksha de
nirdhan ko prem ki bhiksha de
tan man me teri jyot saje
tere naam ka ghar ghar shankh baje
tere naam ka ghar ghar shankh baje
har balak tera sukhi rahe
har balak tera sukhi rahe
din duna ho satkar tera
maharani maa kalyani maa
maharani maa kalyani maa

main ang bani hu jis kul ka
us kul ka mujhse maan badhe
us kul ka mujhse mata maan badhe
sakar ho mera ye sapna
meri ye aasha parwana chadhe
meri ye aasha parwana chadhe
meri puja ki maa laaj rahe
meri puja ki maa laaj rahe
mujhe harpal hai aadhar tera
maharani maa kalyani maa
maharani maa kalyani maa
tere tere charno me man lin rahe
mera mastak ho aur dwar tera
mit jaye janmo ki trishna
mit jaye janmo ki trishna
mil jaye itna pyar tera
maharani maa kalyani maa
maharani maa kalyani maa
maharani maa kalyani maa
maharani maa kalyani maa
lyrics of song Tere Charno Me Mann Leen
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Tara Rani Ki Amar Katha (1994)
Yogesh Chhabra, Juya Kaushilya, Narendra ChanchalJaspal Singh, Kavita KrishnamurthyNaqsh LyallpuriSapan JagmohanTara Rani Ki Amar Katha at IMDB      Tara Rani Ki Amar Katha at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type