Video of this song from youtube
Lyrics of Tere Chehare Pe Marata - तेरे चेहरे पे मरता
tere chehre pe marta tujhse hi pyar karta
tere chehre pe marta tujhse hi pyar karta
tera naam leke dilbar din raat aahe bharta
is dil ka kya karu, is dil ka kya karu

kabhi sochata hai tere paas aau
tujhe dhadkano ki kahani sunau
kabhi chahta hai tujhe aajmau
dulhan banke teri tamanna sajau
tere naam se dhadkata tujhse hi pyar karta
tere naam se dhadkata tujhse hi pyar karta
tera naam leke dilbar din raat aahe bharta
is dil ka kya karu, is dil ka kya karu
is dil ka kya karu, is dil ka kya karu

kare aashiqi tujhse pagal deewana
na soche kahega bhala kya jamana
bada manchala hai bada aashiqana
hai mushkil meri jaan ise toh manana
teri yaad me sawarta tujhse hi pyar karta
teri yaad me sawarta tujhse hi pyar karta
tera naam leke dilbar din raat aahe bharta
is dil ka kya karu, is dil ka kya karu
is dil ka kya karu, is dil ka kya karu

tere chehre pe marta tujhse hi pyar karta
tere chehre pe marta tujhse hi pyar karta
tera naam leke dilbar din raat aahe bharta
is dil ka kya karu, is dil ka kya karu
is dil ka kya karu, is dil ka kya karu

lyrics typed by: neha gupta
lyrics of song Tere Chehare Pe Marata
Comments on song "Tere Chehare Pe Marata"
arfan970 on Friday, April 01, 2011
i like very much jis ny upload kia us ka sukria

Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya (2004)
Rakesh Bapat, Richa Pallod, Navneet Nishan, Anupam Kher, Kader Khan, Usha Bachani, Surjit S Pandher, Rana Jung Bahadur, Sheila Sharma, Saeed Jaffrey, Zohra SehgalSonu Nigam, Anuradha Paudwal, Udit Narayan, Sneha Pant, Babul Supriyo, Nisha, Alka YagnikSameerNikhil, VinayRajesh BhattRagini Sona, Vibha BhatnagarKaun Hai Jo Sapno Mein Aaya at IMDB      Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type