Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Seductive Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Tere Kamre Mein Nahin Aaungi - तेरे कमरे में नहीं आऊँगी
tere kamre mein nahin aaungi
tere kamre mein nahin aaungi
tu bada satata hai
main jaanti hun tu kis karan
main jaanti hun tu kis karan
julmi mujhe bulata hai
tere kamre mein nahin aaungi

subaha ka vaada tera
tera sham talak na aana
subaha ka vaada tera
tera sham talak na aana
sham ka kahakar jana
tera suhab talak na aana
teri baato mein nahin aaungi
maaf kar do
teri baato mein nahin aaungi
tu mujhe bulata hai
tere kamre mein nahin aaungi

laaj se gora mukhada mera
ho jata hai gulabi
laaj se gora mukhada mera
ho jata hai gulabi
rang badal dete hai mera
tere nain sharabi
na na main mar jaungi
na na main mar jaungi
dil mera ghabrata hai
tere kamre mein nahin aaungi
lyrics of song Tere Kamre Mein Nahin Aaungi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Hukumnaama (1996)
Meghna, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, Sapna Mukherjee, Kumar Sanu, Mohammed AzizIqbal QureshiHukumnaama at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type