Video of this song from youtube
Tere Khayal Ki Khushbu Hai - तेरे ख्याल की खुशबु हैं और बस मैं हूँ
Singer Music by Lyricist Actor CategoryGhazals Movie
Lyrics of Tere Khayal Ki Khushbu Hai - तेरे ख्याल की खुशबु हैं और बस मैं हूँ
tere khayal ki khushbu hai aur bas main hu

mere kareeb fakat tu hai aur bas main hu

ye intzaar ke lamhe bhi baant le mujh se

ke tera hizar har ek su hai aur bas main hu
ke tera hizar har ek su hai aur bas main hu
mere kareeb fakat tu hai aur bas main hu
tere khayal ki khushbu hai aur bas main hu

nazar se dur koi aur bhi jahan hoga
nazar se dur koi aur bhi jahan hoga
meri nazar me fakat tu hai aur bas main hu
meri nazar me fakat tu hai aur bas main hu
mere kareeb fakat tu hai aur bas main hu
tere khayal ki khushbu hai aur bas main hu
tere khayal ki khushbu hai aur bas main hu
mere kareeb fakat tu hai aur bas main hu
tere khayal ki khushbu hai aur bas main hu
lyrics of song Tere Khayal Ki Khushbu Hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films