Video of this song from youtube
Average Rating : 4.62
Total Vote(s) : 50
New Voting has been disabled for some time.


Lyrics of Tere Pyar Ko Is Tarah Se Bhulana - तेरे प्यार को इस तरह से भुलाना
tere pyaar ko iss tarahe se bhulana
na dil chahta hai na hum chahte hain
jo such tha usse ek fasana banana
na dil chahta hai na hum chahte hain

woh masoom soorat woh bholi nigaahein
rahengi sada dil mein aabad hokar
na poori huyee jo usee aarzoo mein
milegaa hamein chain barbaad hokar
ke ujdi huyee zindagi ko basaanaa
na dil chahta hai na hum chahte hain
tere pyaar ko iss tarah se bhulana
na dil chahta hai na hum chahte hain

samajh mein na aayaa ke har ek khushi se
ye dil aaj bezaar kyun ho gaya hai
tere gam mein behte huye aansoon se
na jaane hamein pyaar kyun ho gaya hai
ke bhoole se bhi ab kabhi muskurana
na dil chahta hai na hum chahte hain
tere pyaar ko iss tarah se bhulana
na dil chaahta hai na hum chahte hain
jo such tha usse ek fasana banana
na dil chahta hai na hum chahte hain
lyrics of song Tere Pyar Ko Is Tarah Se Bhulana
Comments on song "Tere Pyar Ko Is Tarah Se Bhulana"
Indu Puri on Tuesday, August 27, 2013
rahil gorakhpuri naam ke koi geetkar hue the aur unhone shayad chnd geet hi
likhe. pr ise suniye kya khoob bol hain! na poori huyee jo usee aarzoo mein
milegaa hamein chain barbaad hokar ke ujdi huyee zindagi ko basaanaa na dil
chaahtaa hai na hum chaahte hain samajh mein na aayaa ke har ek khushi se
ye dil aaj bezaar kyun ho gayaa hai tere gham mein behte huye aansoon se na
jaane hamein pyaar kyun ho gayaa hai ke bhoole se bhi ab kabhi muskuraanaa
na dil chaahtaa hai na hum chaahte hain
Manoj Kureel on Friday, October 09, 2009
i was "thirsty" for this song from years..now i find it here..thanks very
much for uploading such a great painful song..i love this song for it great
lyrics(which written by Rahil saheb) and for legend singer Mukesh sahb, can
anybody give more information about its Lyricwriter writer Rahil
peterklus on Friday, September 10, 2010
Dhanyavaad, Ajay Saahab. A superb solo by Mukesh, filled with his "dard".
By the way, for those who searched, this song is available on the five-CD
Mukesh Collection put out some years ago by Saregama called Legends:
Mukesh, the Soulful Voice. I am a great lover of Mukesh.
Priya MyMusicalHeaven on Friday, May 09, 2014
What can one say after listening to such songs in Mukeshji's voice? Go on
listening to this voice, even if the songs are pensive. Thanks, Ajay.
kirti kumar Khanna on Sunday, August 11, 2013
ajay sahib i am back and i tell you this song is just another jewal from
mukesh sahib voice this composition is in rag rageshwari. wha wha toba
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Maine Jeena Seekh Liya (1959)
Ravindra Kapoor, Ameeta, Badri Prasad, Durga Khote, Agha, P Kailash, Kanu RaoAsha Bhosle, Mohammed Rafi, MukeshRoshanSatish NigamMaine Jeena Seekh Liya at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type