Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Tere Pyar Me Mera Naam
3.67 - 3 votes
Shilpa ShirodkarRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Tere Pyar Me Mera Naam - तेरे प्यार में मेरा नाम
tere pyar me mera naam ho gaya
tere pyar me mera naam ho gaya
janeman deewana badnam ho gaya
ho janeman deewana badnam ho gaya

hasrat thi jiski dil ko wo kaam ho gaya
hasrat thi jiski dil ko wo kaam ho gaya
hua kya jo sar pe ilzaam ho gaya
ho hua kya jo sar pe ilzaam ho gaya
tere pyar me mera naam ho gaya
janeman deewana badnam ho gaya

dil ke wade pyar ki kasme
milke nibhayene mohobat ki rasme
dil ke wade pyar ki kasme
milke nibhayene mohobat ki rasme
jaan se zyada hum chahe tere bina na jee paye
jaan se zyada hum chahe tere bina na jee paye
gali gali charcha ye aam ho gaya
janeman deewana badnam ho gaya
ho janeman deewana badnam ho gaya
tere pyar me mera naam ho gaya
janeman deewana badnam ho gaya

aankho se dil ko chum liya
sanso ko madhosh kiya hai
aankho se dil ko chum liya
sanso ko madhosh kiya hai
umango me masti bhar ke kare pyar aa ji bhar ke
umango me masti bhar ke kare pyar aa ji bhar ke
mohobat me apna bhi mukaan ho gaya
hua kya jo sar pe ilzaam ho gaya
ho hua kya jo sar pe ilzaam ho gaya
ho tere pyar me mera naam ho gaya
janeman deewana badnam ho gaya
ho janeman deewana badnam ho gaya

hasrat thi jiski dil ko wo kaam ho gaya
hasrat thi jiski dil ko wo kaam ho gaya
hua kya jo sar pe ilzaam ho gaya
ho hua kya jo sar pe ilzaam ho gaya
ho tere pyar me mera naam ho gaya
janeman deewana badnam ho gaya
ho janeman deewana badnam ho gaya
lyrics of song Tere Pyar Me Mera Naam
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Hum Hain Premi (1996)
Kamal Sadanah, Shilpa Shirodkar, Tinu Anand, Bindu, Prem Chopra, Mahesh Anand, Rohini Hattangadi, RanjeetAjay DixitArun Dixit, Sanjay, VijayHum Hain Premi at IMDB      Hum Hain Premi at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type