Video of this song from youtube
Tere Pyar Ne Sanam Jadu Kya Kar Diya (Male) - तेरे प्यार ने सनम, जादू क्या कर दिया
Lyrics of Tere Pyar Ne Sanam Jadu Kya Kar Diya (Male) - तेरे प्यार ने सनम, जादू क्या कर दिया
tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya
ho tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya
jane kaisa nasha cha raha
tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya
jane kaisa nasha cha raha
tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya

jhumti hawao batao jara, mai kaha hu
ho jhumti hawao batao jara, mai kaha hu
chedti fizao samjhao jara
anjane hi mujhe kya hua
tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya
ho tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya

na koi kami hain, ab jaanevafa zindagi me
ha na koi kami hain, ab jaanevafa zindagi me
har khushi mili jo, mujhe tu mili
laai hain rang kya ye duaa
tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya
ha tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya
jane kaisa nasha cha raha
tere pyar ne sanam, jadu kya kar diya
ha jadu kya kar diya
lyrics of song Tere Pyar Ne Sanam Jadu Kya Kar Diya (Male)
Comments on song "Tere Pyar Ne Sanam Jadu Kya Kar Diya (Male)"
vickram gunowa on Monday, March 02, 2015
best song of kumar sahab
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films