Video of this song from youtube
Tere Sang Ishq Hua - तेरे संग इश्क हुआ
Lyrics of Tere Sang Ishq Hua - तेरे संग इश्क हुआ
falak se mai sitaare tod ke zameen pe launga
ijazat de jahaan bhi ho teri khushi le aaunga
koyi jagah na pata jahaan na tu ho dikha
tere naam se shuru hai har dua
tere naam se naam juda ke
teri raah mein shaam saza ke
rabb tujhko maan liya
jo tere sang ishq hua

ho tere naam se naam juda ke teri raah mein shaam saza ke
rabb tujhko maan liya jo tere sang ishq hua
ho ho ho ho tere khayalon
ka shehar main hoon toone mujhe basa diya
tu hai kinaara toh lehar main hoon
aake tujhe hai chhu liya
teri saanson mein ghul gaya hoon
tere chhoone se khil gaya hoon
teri baaton ne yeh kya kar diya

koyi jagah na pata
jahaan na tu ho dikha
tere naam se shuru hai har dua
tere naam se naam juda ke
teri raah mein shaam saza ke
rabb tujhko maan liya
jo tere sang ishq hua

tere naam se naam juda ke
teri raah mein shaam saza ke
rabb tujhko maan liya
jo tere sang ishq hua
haan ishq hua, ishq hua
haan tere sang, haan tere sang
haan tere sang ishq hua




Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films