teri aankho kaa rang nirala hai
teri aankho kaa rang nirala hai
meri aankho me tu matwala hai
meri aankho me tu matwala hai
teri ulfat se dil me ujala hai
teri ulfat se dil me ujala hai
dil ki naiya kaa tu rakhwala hai
dil ki naiya kaa tu rakhwala hai
phul sa chehra hoth gulabi, hosh gava de nain sharabi
tu hai dil me aankh ke til me, jaise rahi ho manjil me
tu hai dil me aankh ke til me, ho ho ho
teri aankho kaa rang nirala hai
meri aankho me tu matawala hai
teri ulfat se dil me ujala hai
teri ulfat se dil me ujala hai
dil ki naiya kaa tu rakhwala hai
dil ki naiya kaa tu rakhwala hai
chand gagan me phul chaman me, lekin tu hai mere man me
pyar ke badra aankho ke kajra, dal gale me banho ke gajra
pyar ke badra aankho ke kajra, ho ho ho
teri aankho kaa rang nirala hai
meri aankho me tu matawala hai
teri ulfat se dil me ujala hai
teri ulfat se dil me ujala hai
dil ki naiya kaa tu rakhwala hai
dil ki naiya kaa tu rakhwala hai
He is " Sudhir " acted in few hero rolls, later as a regular villain and Asst. villain in many films. Mukhesh 's famous song of Umar Qaid ( Mujhe raath din e khayaal hai ) is also picturised on him, and in Haqeekath also a song on him-Arani.Apparao-Hyderabad-A.P.