Video of this song from youtube
Lyrics of Dekhi Hazaro Mehfile - देखी हजारों महफिलें
dekhi hazaro mehfile
par ye fiza kuch aur hai
dekhi hazaro mehfile
par ye fiza kuch aur hai
jalwe bhi dekhe hai magar
teri ada kuch aur hai
teri ada, teri ada, teri ada
teri ada ha ha kuch aur hai
jalwe bhi dekhe hai magar
teri ada kuch aur hai
dekhi hazaro mehfile
par ye fiza kuch aur hai
jalwe bhi dekhe hai magar
teri ada kuch aur hai
dekhi hazaro mehfile

ye bul rukho ki anjuman
ye sham hai bahar ki, bahar, bahar
ye bul rukho ki anjuman
ye sham hai bahar ki
ye jashan hai jashne shabab
ye raat hai khumar ki
haye allah haye allah
haye allah haye allah
aye wallah aye wallah
aye wallah aye wallah

sadke mere aye sakiya
ek jaam to mujhko peela
sadke mere aye sakiya
ek jaam to mujhko peela
thodi magar wo bhi peela
wo jo teri aankho me hai
thodi magar wo bhi peela
wo jo teri aankho me hai
sadke mere aye sakiya
ek jaam to mujhko peela
thodi magar wo bhi peela
wo jo teri aankho me hai
wo bhi peela aaj jara
wo bhi peela aaj jara o sakiya
wo jo teri aankho me hai
uska nasha kuch aur hai
wo jo teri aankho me hai
uska nasha kuch aur hai
dekhi hazaro mehfile

teri najar us dil pe hai
jo dil kisi kabil nahi
aye wallah aye wallah
aye wallah aye wallah
teri najar us dil pe hai
jo dil kisi kabil nahi
dil me tere wo baat hai
jiska koi hasil nahi
sun aye mere banda nawaz
ye sab tere andazo naz
ho jayega inka ilaz
aane to de wo din jara
sun aye mere banda nawaz
ye sab tere andazo naz
ho jayega inka ilaz
aane to de wo din jara
aane to de jane jigar
aane to de jane jigar wo din jara
ye dil nahi tera ilaz
tera dawa kuch aur hai

dekhi hazaro mehfile
par ye fiza kuch aur hai
teri ada, teri ada, teri ada
teri ada kuch aur hai
jalwe bhi dekhe hai magar
teri ada kuch aur hai
dekhi hazaro mehfile
par ye fiza kuch aur hai
dekhi hazaro mehfile

armaa hai ae janeman
yuhi tujhe dekha karu
armaa hai ae janeman
yuhi tujhe dekha karu
sari hai baate waqt ki
tu kya kare, mai kya karu
sari hai baate waqt ki
tu kya kare, mai kya karu
aankho me hai sara jahan
koi tere jaisa kaha
dekhe hasino ne jahan
par tu nirali chiz hai
aankho me hai sara jahan
koi tere jaisa kaha
dekhe hasino ne jahan
par tu nirali chiz hai
kya kahu kya, kya kahu kya
chiz hai tu, janejahan
chiz hai tu, teri kasam
lyrics of song Dekhi Hazaro Mehfile
Comments on song "Dekhi Hazaro Mehfile"
AnnaD15881 on Sunday, July 22, 2012
love this song !!!! yeh dil nahi tera ilaj - teri dawa kuch aur hai !!!!
wah wah
Srinivasan Channiga on Sunday, May 06, 2012
Another feather in R.D.Burman's cap for composing a beauty kawwali.
akarshik on Tuesday, September 24, 2013
Beautiful Qwali.
Wasif Bashir on Thursday, December 01, 2011
super hit song of Mohd Rafi..and Asha Bhosle
Wasif Bashir on Thursday, December 01, 2011
thanks for sharing..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Naukar (1979)
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan, Mehmood, Madhu Malini, Manmohan Krishan, Lalita Pawar, Jalal Aga, Yogita Bali, Shatrughan SinhaAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiMajrooh SultanpuriR D BurmanIsmail MemonGovindram, Ismail MemonNaukar at IMDB      Naukar at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type