Video of this song from youtube
Advertisement
Teri Dastaan - तेरी दास्तान
screen shot of song - Teri Dastaan
Teri Dastaan
3.00 - 1 votes
SingerJasleen Royal Music byJasleen Royal LyricistNeeraj Rajawat ActorRani Mukherjee Category MovieHichki (2018)
Lyrics of Teri Dastaan - तेरी दास्तान
khwabon ki nagri haqeeqat banane
jo ae dil ek din ka ye qissa nahi
khud ke hone ki paheli suljhane
jo ae dil ek din ka ye qissa nahi

qadmon mein jama jo thaka chain ki neendain aati wahan
qadmon mein jama jo thaka chain ki neendain aati wahan
itni suhani bana ho na purani teri dastan

ham to na kehte andhera kehta
jugnu mein rehta ek tara rehta
ham to na kehte andhera kehta
jugnu mein rehta ek tara rehta

aansu moti ghar chuna khamiyan khaa se samjho na
itni suhani bana ho na purani teri dastan

sun lo na ghaltiyon ka hai kehna
nadaniyon me tajurba betha
jazbaton ki baton me na aana
jazbati nazron ko dikhta dhundla

aansu moti gharchuna khamiyan kha se samjho na
itni suhani bana ho na purani teri dastan

chanda tak pakka sa rasta banana
jo ae dil ek din ka ye qissa nahi
bandh baanhon ko hai khulna sikhana
jo ae dil ek din ka ye qissa nahi
ho naa puraani teri dastan
lyrics of song Teri Dastaan
Hichki (2018) - Movie Details
Film CastAsif Basra, Harsh Mayar, Hussain Dalal, Ivan Rodrigues, Jannat Zubair Rahmani, Neeraj Kabi, Rani Mukherjee, Sachin Pilgaonkar, Shivkumar Subramaniam, Supriya PilgaonkarSingerHarshdeep Kaur, Benny Dayal, David Klyton, Arijit Singh, Jasleen Royal, Shilpa RaoLyricistJaideep Sahni, Raj Shekhar, David Klyton, Neeraj Rajawat, Aditya SharmaMusic ByJasleen RoyalDirectorSiddharth P. MalhotraProducerManeesh SharmaExternal LinksHichki at IMDB      Hichki at Wikipedia
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement