Video of this song from youtube
Teri Masumiyat - तेरी मासूमियत
Lyrics of Teri Masumiyat - तेरी मासूमियत
ho..o..hoye re..hoye re..
teri masumiyat ne hamein, banjara bana diya

ho mann bhatke teri yaad baar baar
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ki tune aisa kya kiya?

pata nahi tha, pyaar mein itna meetha dard hota hai
tumko leke kabhi kabhi, dil bachcha banke rota hai

teri pehli nazar hamein, khud se juda kiya
teri pehli nazar hamein, khud se juda kiya
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ki tune aisa kya kiya?

teri masumiyat ne hamein, banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein, banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein, banjara bana diya

kaise sambhaale nadaan dil ko, jo tere liye dhadak uttha
na maane, main kya karoon haaye kaise dilaasa doon jootha

teri pyaari si moorat ko, dil mein basa liya
teri pyaari si moorat ko, dil mein basa liya
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ho mann bhatke teri yaad baar baar
ki tune aisa kya kiya?

teri masumiyat ne hamein, banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein, banjara bana diya
teri masumiyat ne hamein, banjara bana diya.
lyrics of song Teri Masumiyat
Comments on song "Teri Masumiyat"
IMRAN MEMON on Saturday, August 22, 2015
agar rahat fateh ali khan ye song ghate to maza kuch or hi ho jata
Naira Ahmed on Thursday, November 26, 2015
i just want to say that this song touch my heart love this song
nayan goswami on Thursday, June 11, 2015
Congratulations Babli ji.
Really its a heart touching song.
uday kumar on Monday, June 22, 2015
0:57 SHE SEEMS CRYING ! BECAUSE OF FAILED LIP SURGERY ?
Manu chand on Thursday, July 02, 2015
AMAZING SONG.. NO MORE WORD IN MY HEART TO SAY ABOUT HOW SWEET THIS SONG...
MOST TOUCHY SONG FOR WHO REALLY UNDERSTAND LOVE/TRUE FRIENDSHIP NO MATTAER
ABOUT ANYTHING...
+Manu chand
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films