Video of this song from youtube
Teri Pasand Kya Hai - तेरी पसंद क्या हैं
SingerMohammed Rafi
Music byHansraj Behl
LyricistPrem Warbartani
Actor
Category
MovieEk Din Ka Badshah (1964)
Lyrics of Teri Pasand Kya Hai - तेरी पसंद क्या हैं
bulbul ko gul pasand hai gul ko hai bu pasand
parwane ko hai shama ke jalne ki khu pasand
teri pasand kya hai ye mujhko khabar nahi
meri pasand ye hai ki mujhko hai tu pasand

tera shavab nur ke sanche me kya dala
suraj chirag leke tujhe dhundhne chala
mai to hu kya ke sare jahan ko hai tu pasand
jahan ko hai tu pasand

meri pasand ye hai ke mujhko hai tu pasand

tu shakar husn hai mai tujhse kya kahu kis muh se
kis zuba se tujhe bewafa kahu mehandi ke badle tujhko hai
mera lahu pasand mera lahu pasand

ae mere chand ae meri mohabbat ke asma
jo bat tujhme hai wo kisi hur me kaha
kah dunga mai khuda se bhi mujhko hai tu pasand
mujhko hai tu pasand

Comments on song "Teri Pasand Kya Hai"
Gurcharan Sandhu on Saturday, December 03, 2011
One of my all time favourites.
One of my all time favourites.
angandhe on Wednesday, September 17, 2014
such a rare song. great
such a rare song. great
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Great Song, I just Love any Songs of Gt Mohd Rafi Sahib, He has left us
enought songs to listen for life time, I wonder how he managed to sing so
Many Thousands of Songs, when did he get time in his short life. RIP