Video of this song from youtube
Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi - तेरी तस्वीर भी तुझ जैसी
SingerMohammed Rafi
Music byJaidev
LyricistNyay Sharma
ActorMeena Kumari
CategorySad Songs
MovieKinare Kinare (1963)
Lyrics of Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi - तेरी तस्वीर भी तुझ जैसी
teri tasvir bhi tujh jaisi hasi hai lekin
is pe kurban meri jan hazi hai lekin
ye meri jakhmi umango ka madawa to nahi
hale dil is but-e-kafir ko sunau kaise
iske ruksaro ki shadagi ko chedu kyukar
iske hotho pe tapassum ko jagau kaise
teri tasvir bhi tujh jaise hasi hai lekin
jabt ki taab na kahne ka salika mujh ko
uspe ye julm ke khamosh hai tasvir teri
ghut ke mar jau magar kisi ko khabar tak bhi na ho
kaise chattan se takrai hai takdir meri
yahi tasvir tasubr me utar jane par
chand ki kirano se go badhke nikhar jati hai
dard palko se lipat jata hai aasu ban kar
mere ahsas ki dunia hi bikhar jati hai
isliye tere tasabur se nahi
khud tujhse iltiza karta hu bas itna bata de mujhko
kya mere dil ki tadap ka tujhe ahsas bhi hai
kya mere dil ki tadap ka tujhe ahsas bhi hai
warna fir meri hi wahshat me sula de mujhko

Comments on song "Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi"
Homaira20 on Thursday, February 11, 2010
Nice choice and very beautiful clip song
thanks for the nice share kamgar bashi ;Homaira...5***
Nice choice and very beautiful clip song
thanks for the nice share kamgar bashi ;Homaira...5***
rumahale on Thursday, January 12, 2012
Less heard, but beautiful song by Rafi Sahab on Chetan Anand. Thanks.
Less heard, but beautiful song by Rafi Sahab on Chetan Anand. Thanks.
Shahid Kamal on Saturday, January 23, 2010
salam ahmed bhai, jya baat hay,wo hi kuch milta julta andaaz rafi sahab ki
gaayeeki ko bhi aap nay saamnay rakha hay, is song ko gaana zara difficult
hay laykin aap nay is ka haq ada ker diya hay,excelent, allah aap ko
kamiyaab karay (aameen) take care ALLAH HAFIZ

audi man on Saturday, January 23, 2010
i wish you was in uk art yaar ime doing a tribute to mohd rafi sahab on
31st jan. just type in mohammed rafi tribute 2010 it is on here, if you was
here i would have you as my guest star
i wish you was in uk art yaar ime doing a tribute to mohd rafi sahab on
31st jan. just type in mohammed rafi tribute 2010 it is on here, if you was
here i would have you as my guest star
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Bahut acchi lagthi hai -- mujhe yeh gaana bahut pasand hai. Keep up the
good work, you've taken a difficult song of Rafi Sahab's and done great
justice to it. Sudevan/Wisconsin