Video of this song from youtube
Teri Yaad Aaye Sawariya - तेरी याद आए सँवरिया
SingerNoor Jehan
Music byMir Saheb
LyricistShams Lakhnavi
ActorNoor Jehan
CategoryRomantic Songs
MovieLal Haveli (1944)
Lyrics of Teri Yaad Aaye Sawariya - तेरी याद आए सँवरिया
teri yaad aaye sawariya teri yaad aaye sawariya
jiya jiya ghabraye sawariya jiya jiya ghabraye sawariya
teri yad aaye sawariya teri yad aaye sawariya
pee kahti hu mai peetam ki pee kahti hu
mai peetam ki
har waqt kahani kahti hu mai peetam ki
dil deke kharidi hai anmaol nishani
dil deke kharidi hai anmaol nishani
phir kyu kyu tadpaye sawariya kyu tadpaye sawariya

ek nadi ki dono lahre idhar udhar takraye
aisa jhoka hawa ka aaye aapas me mil jaye
mohe mohe mil jaye sawariya mohe mil jaye sawariya

teri yad aaye sawariya

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films