Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.

Teri Yaade Teri Yaade Aati Hai - मेरी खिड़की पर जब शाम ढले
SingerShriram Iyer
Music byAjay Singha
LyricistShyam Dhanorkar
Actor
CategoryPop Songs
MovieIn Rahon Mein (Album) (2013)
Lyrics of Teri Yaade Teri Yaade Aati Hai - मेरी खिड़की पर जब शाम ढले
meri khidaki par jab shaam dhale
aankhe nam kahi dil na lage
teri yaaden yaaden teri yaaden aati hain
suraj ki dastak par
teri kud me lu angdaiyan
hawaaon pe lahraye, mithi mithi madham loriyan
kho jaaun teri dhun par main
harsu hi tujhko paaun main
teri aankho se dekhi hai ye duniya

chain do jahan ka, teri god me maine paya
armaan ko udaao, ummid ko teri chhaya
andhero me sambhlna tujhse hi maine sikha
aur sikha hain tujhse hi chalna

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films