Video of this song from youtube
Teri Yaadon Mein (Behen hogi teri-2017) - तेरी यादों में ( बेहन होगी तेरी- 2017)
SingerYasser Desai, Pawani Pandey, Yash Narvekar
Music byYash Narvekar
LyricistYash Narvekar, Amit Dhanani
Actor
Category
MovieBehen Hogi Teri (2017)
Lyrics of Teri Yaadon Mein (Behen hogi teri-2017) - तेरी यादों में ( बेहन होगी तेरी- 2017)
hua hai kya nahi khabar par kuch toh hai alag magar
main jaanti na kuch agar bata de kya ho gaya
phir hona kya hai main hoon tum bhi ho
mere paas ho tum par gum bhi ho
mere ashqon ki ho tum wajah mere honthon ki ho hansi
teri yaadon mein, main kho gaya
khud se judaa main bhi ho gayi
teri yaadon mein mil ke kho gayi
khud se judaa main yun ho gaya
teri yaadon mei kabhi kahin toh hum mile
jahan koi bhi milta nahi hai wahi jagah woh raaste
pehle sa kuch lagta nahi jaane kaise nashe mein
ghul se gaye hain savere milte begaano se
par lag rahe ho tum kyun mere samjhana chaahun main
lafzon mein tumse keh na paaun
tum hi bata do kya ho gaya?
phir hona kya hai mai hoon tum bhi ho
mere paas ho tum par gum bhi ho
mere ashqon ki ho tum wajah
mere honthon ki ho hansi
teri yaadon mein, main yun kho gaya
khud se judaa main bhi ho gayi
teri yaadon mein main bhi kho gayi
khud se judaa main yun ho gaya
teri yaadon mein
main jaanti na kuch agar bata de kya ho gaya
phir hona kya hai main hoon tum bhi ho
mere paas ho tum par gum bhi ho
mere ashqon ki ho tum wajah mere honthon ki ho hansi
teri yaadon mein, main kho gaya
khud se judaa main bhi ho gayi
teri yaadon mein mil ke kho gayi
khud se judaa main yun ho gaya
teri yaadon mei kabhi kahin toh hum mile
jahan koi bhi milta nahi hai wahi jagah woh raaste
pehle sa kuch lagta nahi jaane kaise nashe mein
ghul se gaye hain savere milte begaano se
par lag rahe ho tum kyun mere samjhana chaahun main
lafzon mein tumse keh na paaun
tum hi bata do kya ho gaya?
phir hona kya hai mai hoon tum bhi ho
mere paas ho tum par gum bhi ho
mere ashqon ki ho tum wajah
mere honthon ki ho hansi
teri yaadon mein, main yun kho gaya
khud se judaa main bhi ho gayi
teri yaadon mein main bhi kho gayi
khud se judaa main yun ho gaya
teri yaadon mein
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

