Video of this song from youtube
Advertisement
Teri Yaadon Mein (Reprise Version) - तेरी यादों में (रेप्रिसे वर्शन)
Lyrics of Teri Yaadon Mein (Reprise Version) - तेरी यादों में (रेप्रिसे वर्शन)
hua hai kya nahi khabar
par kuch toh hai alag magar
main janti na kuch agar
bata de kya ho gaya

phir hona kya hai, main hoon tum bhi ho
mere paas ho tum par gum bhi ho
mere ashqon ki ho tum wajah
mere honthon ki ho hansi

teri yaadon mein main yu kho gaya
khud se juda main bhi ho gayi
teri yaadon mein main bhi kho gayi
khud se juda main yu ho gaya

teri yaadon mein

kabhi kahi toh hum mile
jaha koi bhi milta nahi
hain wahi jagah woh raaste
pehle sa kuch lagta nahi

jaane kaise nashe main, ghuse gaye hain savere
milte begaano se, par lag rahe ho tum kyu mere
samjhana chahu main, lafzon mein tumse keh na pau
tum hi bata do kya ho gaya

phir hona kya hai, main hu tum bhi ho
mere paas ho tum par gum bhi ho
mere aashqon ki ho tum wajah
mere honthon ki ho hasi

teri yadon mein main yu kho gaya
jaane kyu kho gaya, khud se judaa main bhi ho gayi
teri yaadon mein main bhi kho gayi
khud se juda main yu ho gaya
khud se juda main yu

lyrics of song Teri Yaadon Mein (Reprise Version)
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement