Video of this song from youtube
Advertisement
Teri Yeh Baatein - तेरी यह बातें
SingerSavera
Music bySavera, OAFF
LyricistAnkur Tewari
Actor
Category
MovieKho Gaye Hum Kahan (2023)
Lyrics of Teri Yeh Baatein - तेरी यह बातें
jaane kaise yoon
baaton hi baaton mein
aa gaye hain hum yahan
keh gaye jo tum
aankhon hi aankhon mein
haan woh maine sun liya ha ha
bheegi bheegi si raat yeh raat yeh
behka behka sa sama
aise doobey hum saath mein
ho gaye hai laapata
teri yeh baatein aur mulaqatein
yeh aa gaye hain hum kahan
teri yeh baatein aur mulaqatein
koi bata de hum kahan
jaane kaise tum jaane anjaane mein
mil gaye mujhe yahan
le chali dagar maano na maano yeh
anjaani si jagah
aisa pehle hua nahi na kabhi
jo hua hai is dafa
jaane kaise hum jaane anjaane mein
ho gaye hai gumshuda
teri ye baatein aur mulaqatein
koi bata de hum kahan
kho jaane do kho jaane do
kho jaane do
teri ye baatein aur mulaqatein
yeh aa gaye hain hum kahan
teri ye baatein aur mulaqatein
koi bata de hum kahan
baaton hi baaton mein
aa gaye hain hum yahan
keh gaye jo tum
aankhon hi aankhon mein
haan woh maine sun liya ha ha
bheegi bheegi si raat yeh raat yeh
behka behka sa sama
aise doobey hum saath mein
ho gaye hai laapata
teri yeh baatein aur mulaqatein
yeh aa gaye hain hum kahan
teri yeh baatein aur mulaqatein
koi bata de hum kahan
jaane kaise tum jaane anjaane mein
mil gaye mujhe yahan
le chali dagar maano na maano yeh
anjaani si jagah
aisa pehle hua nahi na kabhi
jo hua hai is dafa
jaane kaise hum jaane anjaane mein
ho gaye hai gumshuda
teri ye baatein aur mulaqatein
koi bata de hum kahan
kho jaane do kho jaane do
kho jaane do
teri ye baatein aur mulaqatein
yeh aa gaye hain hum kahan
teri ye baatein aur mulaqatein
koi bata de hum kahan
Kho Gaye Hum Kahan (2023) - Movie Details
Film CastSiddhant Chaturvedi, Ananya Panday, Adarsh Gourav, Kalki Koechlin, Anya Singh, Rohan Gurbaxani, Malaika Arora, Farhan Akhtar, Vijay Maurya, Divya Jagdale, Garima Yagnik, Kyla D'Souza, Kat Kristian, Suchitra Pillai, Roshmin Mehandru, Archana Mittal, Kashyap Kapoor, Rahul Vohra, Ramona Arena, Asmara Sharma Khan, Arah Singh, Narendra Jetley, Devarshi Shah, Shiven Tharyamal, Mahathi Ramesh, Aditi Sharma, Manasi Tare, Neel Kadam, Ashish Sawhny, Kayan, Alistar Bennis, Yash Sahai, Nikhil Dave, Jeet MatSingerAchint, Ankur Tewari, Rashmeet Kaur, Yashraj II, Saba Azad, Savera, LothikaLyricistAnkur Tewari, Dhruv Yogi, Yashraj II, Javed AkhtarMusic ByAchint, Ankur Tewari, Karan Kanchan, Rashmeet Kaur, OAFF, Savera, Sachin JigarDirectorFarhan Akhtar, Reema Kagti, Ritesh Sidhwani, Zoya AkhtarProducerArjun Varain SinghExternal LinksKho Gaye Hum Kahan at IMDB Kho Gaye Hum Kahan at Wikipedia
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

