Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.82 - 11 votes
Sunil Dutt
Video of this song from youtube
Lyrics of Tham Lo Kaleja Sab Apna Apna - थाम लो कलेजा सब अपना अपना
tham lo kaleja tham lo kaleja sab apna apna
rahi aaya hai jhumta jhamta tham lo kaleja sab apna apna
rahi aaya hai jhumta jhamta laya hai ulfat ka rangin sapna
rahi aaya hai jhumta jhamta tham lo kaleja

aazad panchhi masti me ghumu
muh bdaliyo ka uad uad ke chumu
aazad panchhi masti me ghumu
muh bdaliyo ka uad uad ke chumu
payal ki aawaz sun sun ke jhumu
payal ki aawaz sun sun ke jhumu
tham lo kaleja o o tham lo kaleja sab apna apna
rahi aaya hai jhumta jhamta laya hai ulfat ka rangin sapna
rahi aaya hai jhumta jhamta tham lo kaleja

dil bijliyo ke maine uchhale aur aandhiyo ke arma nikale
dil bijliyo ke maine uchhale aur aandhiyo ke arma nikale
himmat hai jiski nazar to mila le himmat hai jiski nazar to mila le
tham lo kaleja o o tham lo kaleja sab apna apna
rahi aaya hai jhumta jhamta laya hai ulfat ka rangin sapna
rahi aaya hai jhumta jhamta tham lo kaleja
lyrics of song Tham Lo Kaleja Sab Apna Apna
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Jwala (1971)
Sunil Dutt, Madhubala, Asha Parekh, Sohrab Modi, Pran, Lalita Pawar, Goga Kapoor, Raj Mehra, Ulhas, David, Gajanan Jagirdar, Naaz, Vijayalaxmi, Daisy Irani, Geeta, Kamla Laxman, Leena, Nazar, Sabina, Brahm Bharadwaj, Shashi, Poonam, Chaman Puri, Kesri, Mukri, Kammo, Kumud Tripathi, Keshav Kapoor, Vishwas Kunte, Vijay, Daisy Irani, Roshan, Shivraj, ShobhaGeeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mukesh, Mohammed Rafi, Sudha Malhotra, Asha Bhosle, Manna DeyShailendraShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal, ShankarM V RamanM V RamanJwala at IMDB      Jwala at WikipediaJwala at YouTube     |    Jwala at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type