Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai
4.71 - 7 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai - तिरछी नजर का पिया वार है
tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai
tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai
kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai
tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai
kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai
tirchi najar ka piya war hai

bich bajariya ched na mujhko
kahna mera man le kahna mera man le
pyar bhari do dil ki batiya
sara jag na janle sara jag na janle
sharmau ghabrau ye pahli pahli har hai
tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai
kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai
tirchi najar ka piya war hai

chhod ke apni pyari dunia dar pe tere aayi hu
dar pe tere aayi hu
bali umariya bholi suratiya dekh mai kya kya layi hu
dekh mai kya kya layi hu
tere nain le gaye chain jina ab duswar hai
tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai
kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai
tirchi najar ka piya war hai najuk jiya ke laga par hai
kahu mai kaise daru mai sabse ye pahla pahla pyar hai
tirchi najar ka piya war hai
lyrics of song Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai
Comments on song "Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai"
Dee Thakore on Wednesday, February 10, 2010
OH, one of my forgotten song. cabaret-type song, and Lata sings so sweet,
fast and kind of perky.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Madari (1959)
Rajan, Chitra, Jayashree Gadkar, Mahar Desai, SunderKamal (3), Lata Mangeshkar, MukeshIndeevar, Pyarelal Santoshi, Farooq Qaiser, MadhurKalayanji, AnandjiBabubhai MistriMadari at IMDB      Madari at YouTube     |    Madari at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type