Video of this song from youtube
Too Dhundhata Hai Jisako Bastee Me - तू ढूँढता है जिसको बस्ती मे आ के वन मे
SingerDhananjay Bhattacharya
Music byPankaj Mullick
LyricistPt. Bhushan
Actor
Category
MovieYatrik (1952)
Lyrics of Too Dhundhata Hai Jisako Bastee Me - तू ढूँढता है जिसको बस्ती मे आ के वन मे
tu dhundhta hai jisko basti me aake ban me
wo saanvra salona rahta hai, rahta hai tere man me
tu dhundhta hai
masjid me mandiro me parvat ki kankado me

nadiyo ke paaniyo me, gahre samandro me
lehra raha hai wo hi, khud apne baankpan me
khud apne baankpan me

har jarre me rama hai, har phul me basa hai

har chij me usika jalva jhalak raha hai
harkat wo kar raha hai, har ik ke tan badan me
har ik ke tan badan me

Comments on song "Too Dhundhata Hai Jisako Bastee Me"
shaik marry on Sunday, February 19, 2012
brother song me shor bhoat hai sai samaj nahi ati hai

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

This one is from 1952 film - Yatrik. Music by Pankaj Mullick, and sung by Dhananjay Bhattacharya.