Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.25 - 8 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Toofaan Toofaan Hai Mera Naam - तूफान तूफान है मेरा नाम
tufan tufan hai mera naam
tufan tufan hai mera naam
mai hu ek jhonka hawa ka
chalna hi mera kaam
tufan tufan hai mera naam
ho tufan tufan hai mera naam

pholadi hai apne irade
karne hai pure mujhe kuch wade
pholadi hai apne irade
karne hai pure mujhe kuch wade
mujhe kuch wade karu mai to apne hi ji ki
chahe kuch bhi ho anjam
tufan tufan hai mera naam
ho tufan tufan hai mera naam

pyar hai man me tan me agan hai
ek hi dhun mujhe ek lagan hai
pyar hai man me tan me agan hai
ek hi dhun mujhe ek lagan hai
ek lagan hai koi sang aaye na aaye
mujhe chalna hai subho sham
tufan tufan hai mera naam
ho tufan tufan hai mera naam

dhan walo se chhin ke dhan ko
bant raha hu mai nirdhan ko
dhan walo se chhin ke dhan ko
bant raha hu mai nirdhan ko
mai nirdhan ko kahi koi kah ke lutera
mujhe kar na de badnaam
tufan tufan hai mera naam
tufan tufan hai mera naam
mai hu ek jhonka hawa ka
chalna hi mera kaam
tufan tufan hai mera naam
mera naam tufan tufan hai mera naam
lyrics of song Toofaan Toofaan Hai Mera Naam
Comments on song "Toofaan Toofaan Hai Mera Naam"
Parveen Bhatia on Monday, November 16, 2015
one of the best film of vikram makander
Kabir8123 on Saturday, May 04, 2013
Rafi saab rocks! ;-)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Toofan (1975)
Vikram, Priya Darshini, Jairaj, Jeevan, Jagdeep, Roopesh Kumar, B M Vyas, Meena T, Rajan HaksarAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Mahendra KapoorRavindra JainRavindra JainKidar KapoorTarachand BarjatyaToofan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type