tut gayi haye jiwan veena
jiwan sathi bin kya jina
bin kya jina tut gayi haye
tut gayi haye jiwan veena
jiwan sathi bin kya jina
bin kya jina tut gayi haye
tan me kate man me kate
tan me kate man me kate
?????
tadpu aise jal bin meena
tadpu aise jal bin meena
tut gayi haye
pankh bina ek panchi hu mai
udna chahu ud na saku mai
pankh bina ek panchi hu mai
udna chahu ud na saku mai
maut hai ye jiwan bhar jina
tut gayi haye
naina kahe ab kaun hamara
palko se ab kisko sahara
bin sajna ke haye raina
bin sajna ke haye raina
sapno ki godi me jina
tut gayi haye
tut gayi haye jiwan veena
jiwan sathi bin kya jina
bin kya jina tut gayi haye
Film cast: Trilok Kapoor, Nirupa Roy, Surendra, Gulzar Bai, Shahta K, Usha
Kiran, Vinayak
Singer: Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Surinder, Shamshad Begum
Lyricist: Manohar Khanna, Neelkanth Tiwari
Music Director: Prem Nath
Film Director: Aspi Azad