Video of this song from youtube
Tore Bina - तेरे बिना अब एक पल रहा जाए ना
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Tore Bina - तेरे बिना अब एक पल रहा जाए ना
tere bina ab ek pal raha jaye na
tu hai dhadkan mere dil ki tu hai dhadkan
mere dil ki dil ki tu hai dhadkan
tere bina ab ek pal raha jaye na
tu hai dhadkan mere dil ki tu hai dhadkan
mere dil ki tu hai dhadkan

pahale kabhi to aisa huaa nahi
sajan kaise ab tujhko batau main
hone laga jo ab mere dil mein
kahate huye bhi sharmau main
pahale kabhi to aisa huaa nahi
sajan kaise ab tujhko batau main
hone laga jo ab mere dil mein
kahate huye bhi sharmau main
mere pyar ki tu bahar hai
tere bina ab ek pal raha jaye na
tu hai dhadkan mere dil ki tu hai dhadkan
mere dil ki dil ki tu hai dhadkan

kabhi tune jo mujhe shamma kaha
to aaya kabhi khud ban parvana
jalati rahi main tere liye sajana
chaha nahi tujhko jalana
kabhi tune jo mujhe shamma kaha
to aaya kabhi khud ban parvana
jalati rahi main tere liye sajana
chaha nahi tujhko jalana
meri jindagi tera pyar hai
tere bina ab ek pal raha jaye na
tu hai dhadkan mere dil ki tu hai dhadkan
mere dil ki dil ki tu hai dhadkan
tere bina ab ek pal raha jaye na
lyrics of song Tore Bina
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films