Video of this song from youtube
Tota Tota Sajan Se Kehna - तोता तोता सजन से कहना
SingerS P Balasubramaniam, Lata Mangeshkar
Music byBappi Lahiri
LyricistAnjaan
ActorManisha Koirala, Vivek Mushran
CategorySad Songs
MovieFirst Love Letter (1991)
Lyrics of Tota Tota Sajan Se Kehna - तोता तोता सजन से कहना
tota tota sajan se kehna tota tota sandesa kehna

kehna bin tere mushkil hai ab zinda rehna

sari umar ab humko bireh ki aag me jalkar jina hai
hum chahe ya na chahe ye gam ka zehar to pina hai
namumkin hai ab to dard judai ka sehna

bas jo chale to pyar me tere maut ki had se guzar jau
pyar jo tera pa na saku to pyar me tere mar jau

marna hai aasan hai mushkil tujhse juda rehna

gam ke kante chunke teri raho me phool bichana hai
thukra ke har rasam hume to pyar ki rasam nibhana hai
ek din to hum mil ke rahenge pyar bhari in raho me
marna hai to mar jaynge ek duje ki baho me
gam ho ya ho khushi hume hai sath sath sehna
aaja aaja sajan tu aaja aaja aaja sajan tu aaja

Comments on song "Tota Tota Sajan Se Kehna"
Pawan Kumar on Sunday, April 07, 2013
Log puchte hain kyu surkh hain tumhari aankhein, Hans ke keh deti hoon raat
ko so na saki, Laakh chahoon bhi magar ye keh na sakoon, Raat ko rone ki
hasrat thi magar ro na saki..

Ishana Haldeen on Sunday, October 27, 2013
It's true love is pain most of the in circumstances it's Ritaj you were
true but not me - Rahuman

Basudev Gupta on Saturday, August 30, 2014
very nice true loved it this song
i very like this song all people is try it this songs

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

kya daur tha woh ...khat ka .. Us waqt mujhe pata nahi tha..nahi toh saare
khat tumhare jalati nahi balqi scanning karke mail mei send kar deti..taaki
zindagi bhar padti rehti...aur tumko tumhari bewafaii ka yaad bhi dila
sakti thi...