Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Religious Songs, Prayer
Video of this song from youtube
Lyrics of Trahi Maam Sharnagatam - त्राहि माम शरणागतम
trahi mam shranagatam trahi mam shranagatam
trahi mam shranagatam satay narayan daya karo
hey karuna sagar daya karo karuna sagar daya
karo daya karo tum daya karo

kya bhul hui kyu ruth gaye mujhse mere bhagwan
meri puja ka mujhko ye kaisa mila vardan
kya bhul hui kyu ruth gaye mujhse mere bhagwan
meri puja ka mujhko ye kaisa mila vardan
kya bhul hui kyu ruth gaye

teri pujaran tere dware aakar apna sab kuch haare
teri pujaran tere dware aakar apna sab kuch haare
tu na sune to antaryami tu na sune to antaryami
ye haara man kise pukare jivan dhan ki jhalak
dikha ke dekar jivan dan kya bhul hui kyu ruth gaye

ghor andhera ab to mita do
ghor andhera ab to mita do
man mandir ke dip jala do
jo tumse ye ho na sake to
meri jivan jyot bhuja do dube suraj suhag ka to
dube suraj suhag ka to chhute tan se paran
kya bhul hui kyu ruth gaye
satay narayan mujhe shama do
meri sari bhul mita do
mujhse bichhada sajan mila do
mera jivan dhan lauta do jivan dhan lauta do
jivan dhan lauta do
lyrics of song Trahi Maam Sharnagatam
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shree Satyanarayan Ki Mahapooja (1975)
Bharat Bhushan, Jay Kaushalya, Mohan Choti, Manhar Desai, AnganaAsha Bhosle, Hari Om Sharan, Chandrani Mukherjee, Ambar Kumar, Usha Mangeshkar, Ambar KumarTraditional, Anjaan, Dev Kohli, Bharat VyasJagdish JD RamanKhubchandani, Lal NichaniShree Satyanarayan Ki Mahapooja at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type