Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 6 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tu Apne Man Ka Deep Jala Aur Sabko - तू अपने मन का दीप जला और सबको
tu apne man ka deep jala
tu apne man ka deep jala
aur sabko sachchi raah dikha
tu apne man ka deep jala
aur sabko sachchi raah dikha
tu apne man ka deep jala

aehsan saharo ka mat le
aehsan saharo ka mat le
khud apne man ko deepak la
khud apne man ko deepak la
tu raste ki har thokar ko
tu raste ki har thokar ko
kadmo se phul banata ja
kadmo se phul banata ja
rukna na kabhi jhukna na kabhi
tu aage kadam badhata ja
tu aage kadam badhata ja
tu hansta ja tu gaata ja
tu hansta ja tu gaata ja
tu apne man ka deep jala

ye sari duniya teri hai
ye sari duniya teri hai
sab chand sitare tere hai
sab chand sitare tere hai
tu baalak hai tu malik hai
tu baalak hai tu malik hai
teri hansi mein lakh sawere hai
teri hansi mein lakh sawere hai
do hatho mein takdeer liye
do hatho mein takdeer liye
tu sabka ghaat banata ja
tu sabka ghaat banata ja
tu apne man ka deep jala
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jaldeep (1956)
Ashok Kumar, Priti Bala, Dube, ChandanRajkumariKaif Irfani, Kedar Sharma, Himmat Rai SharmaSnehal BhatkarKidar SharmaJaldeep at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type